Shab e Jumu'ah Darood Shareef.
•-•-•-•-•-•-•-•-•-•-•-•-•-•-•-•
*بسم الله الرحمن الرحيم*
*الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ*
_شب جمعہ کا درود شریف_
اَللّٰـــهُمَّ صَــلِّ وَسَلِّمْ وَبَارِكْ عَــلٰى سَيِّدِنَا وَمَوْلٰنَا
مُحَــمَّدٍ نِ النَّبِيِّ الْاُمِّيِّ الْحَبِيْبِ الْعَالِي الْقَدْرِ
الْعَظِيْمِ الْجَاهِ وَعَلٰی اٰلِهٖ وَصَحْبِهٖ وَبَارِك وَسَلِّم
اَللّٰـــهُمَّ صَــلِّ عَــلٰى مُحَــمَّدٍ وَّاَنْزِلْهُ
الْمَــقْعَدَ الْمُقَـرَّبَ عِنْــدَكَ يَوْمَ الْقِيـَـامــَةِ
"Allahumma Salli Wa Sallim Wa Baarik Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadinin Nabiyyil Ummiyyil Habeebil Aalil Qadril Azeemil Jaahi Wa'Ala Aalihi Wasahbihi Wabaarik Wasallim Allahumma Salli Ala Muhammadinw Wa'anzilhul Maq'adal Muqarraba Indaka Yaumal Qiyamah"
_Buzurgaane Deen Farmate Hai Yeh Darood Shareef Shab e Jumu'ah (Jumeraat o Jumu'ah Ke Darmiyani Raat) Ko kam az Kam Ek Martaba Padhey.._
Fazilat :
•-•-•-•-•
Inteqal Ke Waqt Woh Shakhs Huzoor Shafi e Mehshar
ﷺ
Ki Ziyarat Se Musharaf Hoga. Aur Qabr Mein Daakhil Hote Waqt Bhi Aur Yaha Tak iss Darood Shareef Padhne Ki Fazilat Hai Ke Padhne Wala Dekhega Ke Huzoor e Akram
ﷺ
Ussey Apne Haathon Se Qabr Mein Rakh Rahey Hai.
Nabi e Kareem ﷺ Farmate Hai Jo Shakhs Yeh Darood Shareef Padhega Meri Shafa'at Uss Shakhs Par Wajib Hai.
📖*#Afzal us Salawat Ala Sayyidis Sadat Page No - 151.*
📖*#Al Targeeb Wat Tarheeb.*
Θ•Θ•Θ•Θ•Θ•Θ•Θ•Θ•Θ•Θ•Θ
🌹طالِبِ دُعا🌹
سگ حضور تاج الشریعہ
🌹 Talib-e-Dua🌹
*Sag-e-Huzoor Tajush Shariah*
🅰HLE SUNNAT 🅰HLE JANNAT
https://m.facebook.com/AhleSunnatAhleJannat786
─═─═─═─═─═─═─
Subscribe Our YouTube Channel ┯┯
https://www.youtube.com/AhleSunnatAhleJannat786