शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam @shastrawadinaam Channel on Telegram

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

@shastrawadinaam


🌸Disclaimer:🌸
https://drive.google.com/file/d/1h-nFf8NnOvfGbRHLqzRa32Gwd9WVLuZp/view?usp=drivesdk

This invariably applies to all the social media handles and official website of ours; whatsoever be it may.

🌸 Narayan 🌸

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam (Hindi)

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam नामक टेलीग्राम चैनल एक ऐसा स्थान है जहां आप वैदिक शास्त्रों, धर्म, और आध्यात्मिकता से जुड़ी महत्वपूर्ण जानकारी प्राप्त कर सकते हैं। इस चैनल के माध्यम से आप वेद, उपनिषद, भगवद गीता जैसी महान ग्रंथों के मार्गदर्शन और विवेचन का लाभ उठा सकते हैं। यहाँ पर धार्मिक चिंतन, शास्त्रीय ज्ञान और आध्यात्मिक संदेशों का विस्तृत संग्रह है।

इस चैनल का उद्देश्य विश्व को सनातन धर्म और भारतीय संस्कृति के महत्व के प्रति जागरूक करना है। यहाँ आप विचारों को साझा कर सकते हैं, ज्ञान को बढ़ावा दे सकते हैं और आत्मविश्वास को मजबूत कर सकते हैं। चैनल में उपलब्ध सामग्री से आप अपनी आत्मा की एकाग्रता को बढ़ा सकते हैं और ध्यान में स्थित होकर आनंद का अनुभव कर सकते हैं।

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam चैनल पर जुड़ें और अपने आत्मा के उद्धारण में सहायता प्राप्त करें।

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

16 Nov, 14:45


Khamma Ghani sa

Your all aura/respect/💀 ends here

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

12 Nov, 17:51


श्री द्वारकाधीश मंदिर द्वारका तुलसी विवाह

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

12 Nov, 02:48


Ekadashi Special
Abhang
depicting Glories of Shri Vitthal ji.

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

09 Nov, 04:05


आज गोपाष्टमी पर विशेष रूप से(सामान्य रूप से नित्य करने योग्य) गौ पूजन करना चाहिए।
बछड़े सहित धर्म की धात्रि गौ माता का यत्नपूर्वक पूजन प्रत्येक हिन्दू का कर्तव्य सिद्ध होता है।


Today on Gopasthami, what should normally be done daily, should be specially done today by Worshipping gau mata.
It is the duty of every Hindu to worship Gau mata along with her calf diligently.

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

02 Nov, 07:24


राजाधिराज द्वारिकाधीश जी के समक्ष गौ पूजन - श्री क्षेत्र द्वारिका गोवर्धन पूजा 🙏

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

01 Nov, 04:42


Start your day With Glimpse Of Sant Tukaram Abhang 🙌
Happy Diwali Once again

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

31 Oct, 18:33


Ek baar punah deepawali ki shubhkamnayen

Ab mata bhadrakali ki puja ko prasthan kiya jaye
Jai ranchandike
Joy ma kaali

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

31 Oct, 06:20


शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam pinned «Agar kisi ko koi sandeh fir bhi hai toh recent times se ek example Prashad Shastron me varnit hai ki prashad jaise hi samaksh aajaye hath khol Anjali bana Leni chahiye (Nahi banane par narak gami hota hai manushya) Ab aage use mastak par dharan kar(pranam…»

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

31 Oct, 06:20


Agar kisi ko koi sandeh fir bhi hai toh recent times se ek example

Prashad

Shastron me varnit hai ki prashad jaise hi samaksh aajaye hath khol Anjali bana Leni chahiye
(Nahi banane par narak gami hota hai manushya)

Ab aage use mastak par dharan kar(pranam kar) sath hi kha lena chahiye
(Shiv puran ityadi me varnan hai ki yadi prashad ko svikar bhi karliya-na toh kar hi nahi sakte aur fir khaya nahi ye sochkar kahin rakhdiya ki baad me kha lenge toh mahapaap lagta hai)

Ab Zara isi scenario ko tirupati ji me follow karkar dikhaya Jaye
Sab jante hai wahan kya hua kya durgati ab ho sakti hai
Jo marzi kaha lo ki anjane me kha liya par abhashya bhakshan ka paap toh lag hi gaya

Kya Raja dashrath ne Jan bhuj kar shravan kumar ko mara tha?
Anjane me kiye gaye karm bhi (chahe ache ho ya bure sath nibhate hai jaise gau ka bachda bohot si gayon me apni Mata ko dhundh hi leta hai vaise paap punya manushya ko dhundh lete hai aur bhogne hi padte hai)

Ab sambhatah paachan me sudhar hua hoga
Nahi toh chullu bhar paani toh pee hi len( अजीर्णे भेषजं वारि)

Ye message bhi jisme likh raha hu uske alphabets ashatriya hai(मलेच्छ भाषाम् न वदेत्)

तो अब फिर?


Aap sab samajh pa rahe hain aur bolte hi hain

Ye sab baaten Sunane me achi lagti hai aur practical karne me utna hi kasth hota hai
Isliye kaha jata hai jitna ho sake utna Kara jaye
Kaliyug ke nam par ye nahi bolna chahiye ki ab kya kar sakte hai jo hoga dekha jayega
Ye sarvartha paap hai kintu agar aap ye bhi kahe ki sab kuch shudhata se ho aur shastriya ka palan 100% ho jaye toh jeevit raha paana asambhav hai

Arth ye nahi ki ashatriya bano(baad me comments aajayenge toh Clear kardeta hu) shastriya bano mai toh kahata hu 100% bano. Par yadi marg par chalna hai toh marg pahale banana hoga yadi marg hi nahi bana hai toh udne me prithvi par pakshion ke atirikt kon samarth hai???

Ab svyam Vichar karen

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

31 Oct, 05:56


Jo log arthvyavastha aur shastriyata ke nam par ro rahe hai vo ye padh le👆

Han ye toh hai ki deepawali ka matlab bas pathake phodna nahi
Upar likh hi chuke hai pahale ardhratri tak ka ya pradosh ka pujan toh karlen fir phodne jaye patakhe

Baki jisko nahi phodna vo na phode koi badhyata thodi hai
Aap christmas ya new year par phod lena

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

31 Oct, 05:55


Aapko kya lagta hai hamne toh ye video dekhi hi nahi
Acharya vakyon me bhi Tod madod nahi karna chahiye

Support nahi hai crackers ko par virodh bhi nahi hai
Jaha tak shastriya aur arthvyavastha ka prashna hai toh apne pair par kulhadi na maare

Jis phone se aap message kar rahe ho vo sabse bada ashatriya kritya hai aur ye foreign ka hi maal hai sara
Tel vagara sab dushit hai

Toh yaha par sahas me apramanik baat bol kyo vyarth hassi udvate hai

Jabse channel bana hai na tele par kitne ashatriya vyaktion aur baaton ka khandan kar chuke hai
Prabhu kripa se satmarg par hai aur sahi marg par laane ka prayas karte hai auron ko bhi

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

31 Oct, 05:35


Dekhna frenzzz
As a starter toh bohot hai na
Baki main course baad me

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

31 Oct, 05:26


This is not a political post remember

Patakon ki shastriyata ko lekar prashna upastith hone par yahi nidan hai ki na tab patakhe jaisa koi shabd tha na koi virodh
vaise toh shastra kaal bhay nahi hote kintu yadi shastriya sthapit hi karni hai toh ulka ityadi ka varnan toh prapt hai hi

Festival of lights kya hua?
Lights toh mahayantra ki shreni me aane se vaise hi tyagya hogaye
Hamare toh deepon ka vidhan hai light vight mombatti ye sab kya hai?

Ghee ya tel ka Deepak hi jayen fir toh
Ab lighton ka virodh toh koi nahi karte kitni bijli waste hojayegi ese toh vo aayegi fuel burn karne se ya hydro based toh ab environment par affect nahi padh raha??

Tumhare saans lene se bhi environment me CO2 badhna hai... chhod do


Toh bhavyata se Lakshmi Ganesh evam Saraswati pujan karen madhyaratri me kaali pujan karen aur dhum dham se patakhe Milne par phoden


Har har mahadev

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

31 Oct, 05:11


सभी को दीपावली पर्व की हार्दिक शुभकामनाएं
Heartly wishes to all on this auspicious occasion of Deepawali.

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

31 Oct, 05:10


Chal haat Diwali hai

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

30 Oct, 19:35


इति दीपावली तिथेः विचारः समाप्तः

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

30 Oct, 19:34


Toh meri budhi se yahi baate ab samajh lagti hai
1)Pradosh kaal प्रदोषव्याप्तौ लक्ष्मीपूजादौ।। अयं प्रदोषव्यापिग्राह्यः॥
2)Nisheeth puja कार्तिके तु विशेषेण अमावास्या निशार्धके
3)Alakshmi ka nishvasan अस्यामेव नीशेतोतरम्...

Ab ye teenon karya karne ke liye toh pradosh aur ardhratri vyapak amavasya chahiye jo 31 ko hi sambhav hai atah svamatinusar aap sabke samaksh yah vichar prastut hain evam yogya karmon ka anusar karen

Sabhi ko shubh deepawali
🌸 Narayana 🌸

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

30 Oct, 19:28


Aur ek visesh baat
Yadi is din shani ya bhaum vaar(Saturday ya Wednesday-bas samjhane ko mai in angrezi namon ko jyotish vichar me kadapi svikar nahi karta) pad jaye toh सर्वथा यजेत् har prakar se Leni chahiye

ब्रह्म पुराण के मत में
अर्धरात्रे भ्रमत्येव लक्ष्मीराश्रयितुं गृहान्। अतःस्वलंकृतालिप्तादीपैर्जाग्रज्जनोत्सवाः। सुधाधवलि ताः कार्याः पुष्पमालोपशोभिताः।।
के अनुसार दीपावली में प्रदोष तथा अर्धरात्रि उभय काल व्यापिनी अमावस्या उत्तम है,

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

30 Oct, 19:25


(Ab 1 ko pradosh kaal ko chhute hi amavasya samapt hojayegi toh nisheeth -ardhratri me toh rahegi hi nahi fir pujan kaise hoga)

Ye baat toh drik panchang ne bhi svyam svikar ki hai
Aur kali puja 31 ki hi batayi hai

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

30 Oct, 19:23


भविष्य पुराण में अर्धरात्रि को काली पूजा का विधान है

चतुर्दशीयुता ग्राह्या चामुण्डापूजने सदा
Chaturdashi se yukt chamunda pujan ke liye grahan yogya hai

*दिनद्वये सत्त्वे पर:*
Ispar vichar

इस स्थिति को और भी स्पष्ट करते हुए निर्णयसिंध में

*दंडैकरजनीयोगे दर्शः स्यात्तु परेऽहनि। तदाविहायपूर्वेद्युः परेऽह्निसुखरात्रिकेति।*
अर्थात् पूर्व और पर दिन प्रदोष काल में अमावस्या के रहने पर तथा दूसरे दिन अमावस्या का *रजनी* से न्यूनतम 1 दण्ड योग होने की स्थिति में दूसरे दिन दीपावली मनाना शास्त्रोचित होगा। परंतु इस संशय की स्थिति में दीपावली का स्पष्ट निर्णय देने से पहले उपर्युक्त दोनों स्थितियों को समझ लेना अति आवश्यक होगा जिसमें उभयदिन प्रदोष व्यापिनी अमावस्या तथा दूसरे दिन अमावस्या का रजनी के साथ योग वर्णित है।
प्रस्तुत प्रसंग में *दिनद्वये प्रदोष सत्त्वे पर:*। का उद्धरण देते हुए स्वयं निर्णय सिंधुकार ने कहा है कि
(*दंडैकरजनीयोगे दर्शः स्यात्तु परेऽहनि। तदाविहायपूर्वेद्युः परेऽह्निसुखरात्रिकेति।*)
इति वचनात्।

अतः इससे यह सिद्ध हो रहा है कि स्वयं निर्णयसिंधु कार ने *दिनद्वये प्रदोष सत्त्वे पर:* के लिए *दंडैकरजनीयोगे.....* को ही आधार बनाया है। तो क्या अमावस्या का प्रदोष काल में एक दण्ड व्यापित होना ही *दंडैकरजनीयोग* अर्थात्  अमावस्या की रजनी में एक दण्ड व्याप्ति है। नहीं
अतः इसका निर्णय करने से पूर्व *रजनी* को समझना आवश्यक है।शास्त्र के अनुसार *रजनी* का तात्पर्य प्रदोष से नहीं अपितु प्रदोष काल के बाद से है और इसको स्पष्ट करते हुए तिथि निर्णय एवं पुरुषार्थ चिंतामणि आदि ग्रंथों में स्पष्ट रूप से वर्णित है कि सूर्यास्त के अनंतर तीन मुहूर्त तक प्रदोष एवं उसके बाद की रजनी संज्ञा होती है
*नक्षत्रदर्शनात्संध्या सायं तत्परतः स्थितम्।*
*तत्परा रजनी ज्ञेया*
पुरुषार्थ चिंतामणि।
*उदयात् प्राक्तनी संध्या घटिकाद्वयमिष्यते। सायं सन्ध्या त्रिघटिका अस्तादुपरि भास्वतः॥ त्रिमुहूर्तः प्रदोषः स्याद् भानावस्तंगते सति। तत्परा रजनी प्रोक्ता तत्र कर्म परित्यजेत्॥* तिथिनिर्णय:।।
*त्रियामां रजनीं प्राहुस्त्यक्त्वाद्यन्तचतुष्टयम्। नाडीनां तदुभे सन्ध्ये दिवसाद्यन्तसंज्ञके।।*
इन धर्मशास्त्रीय वचनों से यह स्पष्ट हो रहा है कि रजनी प्रदोष नहीं अपितु प्रदोष काल के बाद की संज्ञा है अतः *दंडैकरजनीयोगे दर्शः स्यात्तु परेऽहनि।* के अनुसार 1 को अमावस्या का रजनी से कोई योग भी नही हो रहा है।
अतः जिन क्षेत्रों में 1 नवंबर को अमावस्या का प्रदोष के एक भाग से संगति हो भी रही है वहां पर रजनी से अमावस्या का किसी भी स्थिति में योग नहीं हो रहा है अतः उनके मत से भी अग्रिम दिन दीपावली नहीं होगी। इसको पुष्ट करने के लिए स्वयं कमलाकरभट ने भी लिखा है कि दिवोदास के ग्रंथ में प्रदोष को दीपावली का मुख्य कर्मकाल मानने के कारण उपर्युक्त विवेचना है।
—प्रो.विनय कुमार पाण्डेय
पूर्व अध्यक्ष ज्योतिष विभाग बी.एच.यू

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

30 Oct, 19:20


Snan, shraddh , deep daan, Bhojan aur tithi vichar

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

30 Oct, 19:19


Ab amavasya ka vichar karte hain

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

27 Oct, 17:03


Vistar se iska pariman janane ke liye pichle ekadashi wale pinned message ka adhyayan karen

Jinhone aaj rakha hai ve Jaan le ki ispar 2 nirnay hai

Yadi esi stithi ho toh dono din vrat kar lena chahiye (pahale din phalahar aur dusre din nirahar ya jaise shakti ho)
Kintu kuch vidvan ise sahi nahi mante aur ek hi din vrat karne ko kahate hai

Baki apne kulachar aur kshetra ke brahman mat se karen

Smaran rahe ki Niyam bandhan nahi mukti ka dwar hai

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

27 Oct, 17:01


Ekadashi vrat nirnay

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

26 Oct, 17:01


Shani dev 🛐

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

24 Oct, 04:49


Aaj purn ratri tak guru pushya yog rahega
Manglik karm aur Nav aarambh kiye ja sakte hain (Vishesh)

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

21 Oct, 18:50


Yaha par baat mahayantron ke support me nahi hai
Jo west sochta hai east specially South East Asia ke baare me unka misconception aur reality me antar ki hai

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

17 Oct, 18:29


For better results during pachan.

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

17 Oct, 18:28


Specially posted for Valmiki Jayanti.
Disclaimer: This forwarded message is purely for general knowledge and we do not own any references to it and is purely based on shastriya references as quoted by the respective writer.

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

17 Oct, 18:27


ब्रह्मर्षि वाल्मीकिजी जन्मना ब्राह्मण थे,
पण्डित श्रीगङ्गाधरपाठकजी मैथिल

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

14 Oct, 18:42


Ise padhne wala aage ekadashi tithi nirnay me bhramit(confuse) nahi hoga

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

14 Oct, 18:35


Simple bhasha me ye ki
Smartton ko bas itna janana hai ki jab ekadashi shuddha ho(suryoday se hi prarambh hoti hui ho toh dwadashi dekhi jayegi
Usme bas 2 chizen ab aapne dekhni hain
Dwadashi ka kal kya hai
Yadi dwadashi kshay(60 ghadi- sanskrit me hours minutes nahi hote na hone chahiye toh ghadi ek mapdand hai approximately kahen toh 24 minutes ka time period aur muhurt 48 min ka)

Ab aapne bas ye dekhna hai ki dwadashi kitni hai
Yadi adhik hui matlab agle din paryapt hai toh aur dusri baat ki ekadashi bhi adhik honi chahiye
Toh bas smarttton ka vrat dwadashi me hoga anyatha nahi

Aur agar ekadashi samanya ya kam hai aur dwadashi adhik toh bhi Madhav ke mat se ekadashi me hi upvas karna hai dwadashi me nahi

Isliye itna samjhe ki bas ek exceptional circumstance hoga jisme ekadashi aur dwadashi dono adhik hongi toh dwadashi yukta me upvas hoga anyatha nahi

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

14 Oct, 18:34


Kayi saare tathyon ko padhne ke baad ek summary rup me saarbhut baat yah nikalti hai ki
Ekadashi aur dwadashi me bhed me jo bohot adhik vichalit hote hain ve ise shravan karen

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

14 Oct, 18:02


Ekadashi paran nirnay
Aaj ke vrat ka(vaishnavi ekadashi ka smartton ka paran toh aaj madhyan me ho hi chuka hai)

Vaishnavon ke liye upryukt nirnay batlaya gaya hai
Baki ve toh deekshit hain hi aage apne kulachar se yathayogya kar sakte hain

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

14 Oct, 10:19


शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam pinned «Sadharan wala koi system nahi bhrata Simple samjhiye Ek hai smartt( jo aam grihast ho, shaiv shakt ityadi ho jinhone vaishnav sampraday me deeksha nahi li hai) Vaishnav ekadashi( jo vaishnav sampraday me deekshit hai) Jab ekadashi purn ityadi hoti hai…»

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

14 Oct, 10:19


Sadharan wala koi system nahi bhrata
Simple samjhiye

Ek hai smartt( jo aam grihast ho, shaiv shakt ityadi ho jinhone vaishnav sampraday me deeksha nahi li hai)

Vaishnav ekadashi( jo vaishnav sampraday me deekshit hai)

Jab ekadashi purn ityadi hoti hai tab dono ek hi din rakhte hai
Jab ekadashi vidha ho ya kshay ho ityadi stithi me( purva-pahale wali dashmi yukta smartt rakhenge aur agle din para-dusri dwadashi yukta vaishnavi rakhte hai)

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

14 Oct, 07:33


Paran ka samay madhyan ke baad ka hi hai aaj
Abhi 1:45-2:00 ke baad paran karen(smartt)

Aur aaj vaishnavon ki ekadashi hai
Kal trayodashi suryoday aarambh hojayegi atah visesh paran nirnay preshit kiya jayega

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

12 Oct, 16:48


Aur ekadashi vrat kal ka rahega
Vaishnavi diksha se sampann vaishnav, sanyasi, vidhva ityadi parso rakhenge

Dashmi aaj ki hone se ye nirnay rahega baaki jaisa aapke kshetra me karen vaise Aachar aap karen(kyonki kayi kshetron me dashara kal rahega toh vrat parso hi hoga apne aap)

Baki samanya janon ke liye smartt aur vaishnav bhed se kal aur parso kramash(respectively) rahegi

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

12 Oct, 16:45


तो कैसा गया सभी सुरहृदों का नवरात्रि पूजन...
So how was your navratri pujan...

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

12 Oct, 08:11


Ant me Seema ullanghan aur shatru Vijay ki vidhi par kal lekh aa chuka hai usse gyat karen.

Shri chandikayai namostute

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

12 Oct, 08:10


Smaran rahe ye sab rajasi upchar hain
Kshatirya jo ye puja kar rahe hai ve mantra shudh rakhe anyatha brahman se path karva dhup deep dikhayen


Aur jiske paas jitni vastuyen hai vo un un ka Pujan karen

2,426

subscribers

755

photos

184

videos