The Life of Prophet Muhammadﷺ @seeratenabawwiyah Channel on Telegram

The Life of Prophet Muhammadﷺ

@seeratenabawwiyah


Tajalliyat E Nubuwat - Seerat E Nabi Mohammed ﷺ. 🔷 Urdu - By - Dr Farhat Hashmi. 🔷 English - By - Sis. Taimiyyah Zubair (Daughter of Dr Farhat Hashmi)

https://t.me/IslamicEBookStores/169

Message send karna ho toh: @ASkh0

The Life of Prophet Muhammadﷺ (English)

Welcome to 'The Life of Prophet Muhammadﷺ' channel, also known as '@seeratenabawwiyah'! This channel is dedicated to exploring and sharing the story, teachings, and legacy of Prophet Muhammad (peace be upon him). Whether you are already familiar with the life of the Prophet or are looking to learn more about his remarkable journey, this channel is the perfect place for you.

Who is it? This channel is for anyone interested in deepening their understanding of Prophet Muhammad, his character, and his role in shaping Islamic teachings and history. It is a valuable resource for both Muslims and non-Muslims who seek to learn more about one of the most influential figures in the world.

What is it? 'The Life of Prophet Muhammadﷺ' channel offers a range of content, including daily quotes from the Prophet's sayings, stories from his life, historical insights, and reflections on his teachings. By following this channel, you will gain a deeper insight into the virtues espoused by Prophet Muhammad and how they can be applied in our modern lives.

Join us on this enlightening journey as we delve into the life and teachings of Prophet Muhammadﷺ. Follow '@seeratenabawwiyah' and invite your friends and family to be a part of this enriching experience. Let us strive to embody the noble qualities exemplified by the Prophet and spread his message of peace, compassion, and justice to the world. Together, we can honor his legacy and learn valuable lessons that transcend time and culture. Join us today on 'The Life of Prophet Muhammadﷺ' channel!

The Life of Prophet Muhammadﷺ

10 Feb, 20:17


The Messenger of Allāh ﷺ said: “The Qur’ān is an intercessor entitled with intercession (for its reciters) and it is an entrusted disputer (against those who neglect it), whoever places it in front of him, it will lead him to Paradise and whoever puts it behind him, it will lead him to the Hellfire.

‎● [رواه ابن حبان في الموارد صفحة ٤٤٣ ، صححه الألباني]

So aim to make it part of your daily routine. InshaAllah we will see how good it feels to make the Qur'ān a priority.

Remember it will only take a short time from your day but the rewards you will gain in this life and the next will be unimaginable.

Every minute will be well worth it and well spent. It can only bring good to this life and the next إن شاء الله.

You no longer need to make excuses to yourself or feel guilty about not reading the Qur'an regularly.

If there's anyone else who you can think of who will be interested in joining then please send this to them, and friends and relatives.

To join:

https://t.me/TafseerAlQuranUrdu

https://chat.whatsapp.com/DawcsDFLxup6598Jhcg0s0

The Life of Prophet Muhammadﷺ

09 Feb, 04:30


. 🇶‌🇺‌🇮‌🇿‌

*ᴛᴀᴊᴀʟʟɪyᴀᴛ ᴇ ɴᴜʙᴜᴡᴡᴀᴛ*
*꧁ Seerat Un Nabi ﷺ ꧂*
*𝚒𝚗 𝚁𝚘𝚖𝚊𝚗*


*_Azaab Ki Jaldi-Sahifah Chaak Aur Boycott Khatam_*
__"Nabi Kareem ﷺ nay baaz dafa mukhalifeen ko daranay k liye Allah k azaab say bhi daraya magar mushrikeen nay bajaye is say darnay k Nabi ﷺ ko azaab k jald aanay ka kaha."_



*TAJALLIYAT E NUBUWWAT*
*13A–Azaab Ki Jaldi-Sahifah Chaak Aur Boycott Khatam*


*_SEERAT UN NABI ﷺ_* 👇🏻👇🏻👇🏻
https://forms.gle/ibBJNkQiK84iSwua9

_Sirf 5 minutes DEEN ke liye_


*_To learn about Life of Prophet ﷺ- Join now Telegram_*
https://t.me/SeeratENabawwiyah

▪️🔹▪️🔹▪️🔹▪️🔹▪️🔹▪️

The Life of Prophet Muhammadﷺ

08 Feb, 01:18


🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷

SEERAT UN NABI ﷺ

🌹 TAJALIYAT E NABUWAT 🌹

🗝 KEY POINTS 🗝

LESSON # 13A

Topic: Azaab ki jaldi- sahifa chaak aur boycott khatam

🌸1⃣ Nabi Kareem ﷺ nay baaz dafa mukhalifeen ko daranay k liye Allah k azaab say bhi daraya magar mushrikeen nay bajaye is say darnay k Nabi ﷺ ko azaab k jald aanay ka kaha.

🌸2⃣ Mushrikeen nay dawat e islam ko roknay k liye har harba ikhtiyar kiya magar har dafa nakaam huay.

🌸3⃣ Jis per Abu Talib nay Nabi ﷺ ki jaan ko khatra mehsoos kartay huay saray qabelay ko Aap ﷺ ki hifazat k liye ikhatta kiya. Aur sara khandaan siwaye Abu Lahab k ikhatta ho gaya.

🌸4⃣ Allah Rasool aur deen ki khatir bhi ikhatta hua ja sakta hai magar yeh sirf tab mumkin hai k jab hamaray dil mein Allah, deen aur Rasool ki mohabbat har mohabbat per hawi ho.

🌸5⃣ Aaj hamaray zawal ki wajah yahi hai k Allah k bajaye zaat ki muhabbat ghalib hai aur deen ka kaam priorities list mein kahein hai i nahi.

🌸6⃣ Phir quraish nay Bano Hashim aur Bano Abdul Mutlib ka boycott kar diya is shart per k Nabi ﷺ ko qatl k liye un k hawalay kar diya jaye.

🌸7⃣ Is tarah Nabi Kareem ﷺ intehai mushkil halaat mein Shaib e Abi Talib mein 3 saal k liye apnay poray khandaan samait panah lenay k liye majboor ho gaye.

🌸8⃣ Allah nay demak k zariye sahifa ko kharab kar dia aur quraish mein aapas ki phoot ki wajah say akhir kaar 3 saal baad yeh boycott khatam ho gaya.

🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷

https://t.me/SeeratENabawwiyah

The Life of Prophet Muhammadﷺ

08 Feb, 01:17


🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷

سیرت النبی ﷺ

🌹 تجلیاتِ نبوت 🌹

🗝 اہم نکات 🗝

سبق نمبر 13A

مضمون: عذاب کی جلدی۔ صحیفہ چاک اور بائکاٹ ختم

🌸1⃣ نبی کریم ﷺ نے بعض دفعہ مخالفین کو ڈرانے کے لۓ اللہ کے عذاب سے بھی ڈرایا مگر مشرکین نے بجائے اس سے ڈرنے کے نبی کو عذاب کے جلد آنے کا کہا.

🌸2⃣ مشرکین نے دعوت اسلام کو روکنے کے لئیے ہر حربہ اختیار کیا مگر ہر دفعہ ناکام ہو ۓ.

🌸3⃣ جس پر ابو طالب نے نبی کریمﷺ کی جان کو خطرہ محسوس کرتے ہوئے سارے قبیلے کو آپ کی حفاظت کے لیے اکھٹا کیا۔ اور سارا خاندان سوائے ابو لہب کے اکھٹا ہو گیا.

🌸4⃣ اللہ رسول اور دین کی خاطر بھی اکھٹا ہوا جاسکتا ہے مگر یہ صرف تب ممکن ہے کہ جب ہمارے دل میں اللہ، دین اور رسول کی محبت ہر محبت پر حاوی ہو۔

🌸5⃣ آج ہمارے زوال کی وجہ یہی ہے کہ اللہ کے بجائے ذات کی محبت غالب ہے اور دین کا کام priorities list میں کہیں ہے ہی نہیں۔

🌸6⃣ پھر قریش نے بنو ہاشم اور بنو عبدل مطلب کا بائیکاٹ کر دیا اس شرط پر کہ نبی کو قتل کے لۓ ان کے حوالے کر دیا جائے۔

🌸7⃣ اس طرح نبی کریم ﷺ انتہائی مشکل حالات میں شعب ابی طالب میں 3 سال کے لۓ اپنے پورے خاندان سمیت پناہ لینے کے لئے مجبور ہوگئے۔

🌸8⃣ اللہ نے دیمک کے ذریعہ صحیفہ کو خراب کر دیا اور قریش میں آپس کی پھوٹ کی وجہ سے آخر کار 3 سال بعد یہ بائیکاٹ ختم ہو گیا۔

🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷

The Life of Prophet Muhammadﷺ

08 Feb, 01:17


🌹 بسم الله الرحمن الرحيم🌹

‎السلام عليكم و رحمة الله و بركاته

🍀 SEERAT UN NABI ﷺ 🍀

🌸 TAJALIYAT E NABUWAT 🌸

📝 Lesson # 13A 📝

📌 Key Points in Roman and Urdu

🎓 Lecture by Ustazah Farhat Hashmi Sahiba

The Life of Prophet Muhammadﷺ

08 Feb, 01:16


*السلام عليكم ورحمه الله وبركاته*

Topic: *Seerat-Un-Nabi*
By
*Dr.Farhat Hashmi*

Lesson : *13A-Azaab Ki Jaldi - Sahifah Chaak Awr Boycott Khatm*

Duration = *32:08minutes*

https://data.alhudamedia.com/Media/Seerah/Tajalliyaat_e_Nabuwwat/Tajalliyaat2011-13A-Azaab_Ki_Jaldi_-_Sahifah_Chaak_Awr_Boycott_Khatm.mp3
☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆
*PDF*
☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆
*Tajalliyaat_e_Nabuwwat* (Urdu)
http://bit.ly/2wNqE5n
-------------------------

*The Sealed Nectar (Ar-Raheeq-Al-Maqhtum)*

https://drive.google.com/file/d/1kVip-355BXmUbidssF7vQsnXIvMXh8yp/view
-----------------------
By:-
*Safiur Rehman Mubarak Puri*
-----------------------

The Life of Prophet Muhammadﷺ

06 Feb, 09:52


*- Ye Tamaam Peshakash Ki Thi.*

*Yeh Baatein Sunane Ke Baad Aap ﷺ Ne Farmaya, “Tumhari Baat Ho Gayi Ho To Ab Meri Baat Suno” Aur Aap Ne Surah Fussilat Ki Aayatein Padhi. Jab Yeh Aayat Aayi Ke – “Pass Agar Wo Ru Gardani Karein To Tum Keh Do Ke Main Tumhein Aad Aur Samood Ki Kadak Jaisi Ek Kadak Ke Khatre Se Aagah Kar Raha Hoon.” To Utbah bin Rabi’aa (Abul Waleed) Ne Apna Haath Aap ﷺ Ke Muh Par Rakh Diya Aur Allah Aur Qarabat Ka Wasta De Kar Kaha Ke “Aisa Na Karein.” Use Dar Tha Ke Kahin Ye Aazab Aa Na Pade.*

🔸6. Surah Kaferoon Ka Shane Nuzul Kya Hai. (Pasmanzar Kya Hai?)
🔻Ans. *Tehrees Wa Targheeb Me Is Naakaami Ke Baad Mushrikeen Ne Socha Ke Deen Ke Baare Me Sauda Baazi Ki Jaaye, Chunache Unhone App ﷺ Ne Kaha, “Hum App Par Ek Baat Pesh Karte Hain Jisme Aapki Hi Behtri Hai” App ﷺ Ne Puchha, “Wo Kya Hai?”* *Unhone Kaha Ek Saal Aap Hamaare Maabudo Ki Pooja Kare Aur Ek Hum Aap ﷺ Ke Maabod Ki Ibaadat Karenge, Ab Agar Hum Haqq Par Hain To Aap ﷺ Ne Us Me Se Ek Hissa Le Liya Aur Agar Aap ﷺ Haqq Par Hain To Hum Ne Us Me Se Ek Hissa Le Liya.”*
*Is Per Allah Ta’ala Ne “Qul Ya Ayyuhal Kafiroon” Naazil Farmayi.*
*"Ke Aap Kahiye, Ayee Kaafiro! Jise Tum Poojte Ho Use Main Nahi Pujta, Aur Jise Main Poojta Hun Use Tum Nahi Poojte Ho, Aur Na Jise Tum Poojte Ho Use Main Pooj Sakta Hun Aur Naa Jise Main Poojta Hun Use Tum Pooj Sakte Ho, Tumhare Liye Tumhara Deen Mere Liye Mera Deen."*

🔸7. Ulama E Yahud Ne Aap ﷺ Se Kaunse 3 Sawaal Puchne Ke Liye Kaha?
🔻Ans. *Ulama E Yahud Ne Aap ﷺ Se 3 Sawaal Puchne Ke Liye Kaha -*
*1. Usse Chand Jawano Ke Baare Me Pucho Jo Zamana E Awwal Me Guzar Chuke Hain Unka Kya Waqi'yah Hai?*
*2. Aur Usse Ek Gardish Karne Waale Aadmi Ke Mutalliq Puchho- Jo Zameen Ke Mashriq Wa Maghrib Tak Pohacha Tha Ki Uski Kya Khabar Hai?*
*3.Aur Usse Rooh Ke Baare Me Puchho Ki Wo Kya Hai?*

🔸8. Un 3 Sawaalon Ka Jawaab Kya Tha?
🔻Ans. *Jawaab Me *Surah Kahaf* Nazil Hui - Jisme Un Jawaano Ka Waqi'yah Bayaan Kiya Gaya Hai Aur Wo Ashaab E Kahaf Hain.*
*Aur Us Gardish Karne Wale Aadmi Ka Waqi'yah Surah Kahaf Me Bayaan Kiya Gaya Hai Aur Wo Zulqarnain Hain.*
*Iske Alawa Surah Isra Me Rooh Ke Mutalliq Sawaal Ka Jawaab Naazil Hua, Farmaya Gaya, “Ye Log App Se Rooh Ke Baare Me Puchhte Hain- Aap Kehdain- Rooh Rabb Ke Amr Se Hai Aur Tumhain Ilm Me Se Bahot Thoda (Hissa) Diya Gaya Hai.*

🔸9. Jab Mushrikin E Makkah Ko Sabhi Sawaalon Ke Jawaab Mile Toh Woh Aap ﷺ Ki Baat Sunane Par Aamada Huve. Lekin Unhone Ne Ek Shart Lagayi - Wo Kya Thi?
🔻Ans. *Jab Mushrikin E Makkah Ko Sabhi Sawaalon Ke Jawaab Mile Toh Woh Aap ﷺ Ki Baat Sunane Par Aamada Huve. Lekin Unhone Ne Ek Shart Lagayi Ke Un Ke Liye Makhsoos Majlis Ho, Jisme Kamzor Musalman Naa Hon. Yani Wo Ghulam Aur Masakeen Naa Aaye Jo Pehle Musalman Ho Chuke The.*

🔸10. Uss Shart Ke Jawaab Me Allah سُبْحَانَهُ وَتَعَالَى Ne Kya Mana Kiya Aur Kya Farmaya?
🔻Ans. *Shayad Nabi ﷺ Unke Iss Mutalbe Ko Qabool Karne Par Kisi Qadar Aamadah Bhi Huwe Ke Mumkin Hai Iss Tarah Wo Eimaan Le Aayen, Lekin Allah سُبْحَانَهُ وَتَعَالَى Ne Mana Kiya Aur Farmaya "Jo Log Apne Rabb Ki Marzi Chaahte Huve Usey Subha Wa Sham Pukarte Hain, Aap Unhain Apni Majlis Se Naa Hataaye, Aap Par Unka Koi Hisaab Nahi Aur Unka Aap Par Koi Hisaab Nahi, Aap Unhe Hatayege To Zaalimo Me Se Ho Jayenge.”- Surah An'aam 6 Ayat 52.*


*جَزَاكَ الـــلّٰـــهُ خَيْراً کَـثِیْراً*

🍃_Aey Allah (SWT)! Hum Sab Ko RasoolAllah SAW Ki Sunnaton Ko Zinda Karne Wala Bana Aur Allah (SWT) Ke Baad RasoolAllah SAW Se Sab Se Jyada Mohabbat Karne Wala Bana._
🍃_Aey Allah (SWT)! Jo Kuchh Hamne Sikha Hai Wo Hamare Aamaal Ka Hissa Ban Jaye Aur Acche Aamaal Karne Me Hamein Istaqamat Naseeb Farma._
آمــــــــــــــــــين يا رب العالمين

_Join *Telegram* for “Complete Life Story Of Prophet Muhammad PBUH”_
https://t.me/Seeratenabawwiyah

_Open this link to join my *WhatsApp* Group:_
https://chat.whatsapp.com/GsdOdut5gKdIkw9HS9C4c4

The Life of Prophet Muhammadﷺ

02 Feb, 08:42


. 🇶‌🇺‌🇮‌🇿‌

*ᴛᴀᴊᴀʟʟɪyᴀᴛ ᴇ ɴᴜʙᴜᴡᴡᴀᴛ*
*꧁ Seerat Un Nabi ﷺ ꧂*
*𝚒𝚗 𝚁𝚘𝚖𝚊𝚗*


*_Hazrat Umer (RA) Ka Qabool E Islam_
*
__"Hazrat Umer (RADHI ALLAHU ANHU) ke qabool e Islam say musalmaanon ko buhat taqwiat mili aur pehli dafa ab namaz al al aelaan parhi janay lagi"_



*TAJALLIYAT E NUBUWWAT*
*12B- Hazrat Umer (RA) Ka Qabool E Islam Pe Mushrikeen Ka Rad E Amal- Sawday Bazian Aur Dast Bardariyan*



*_SEERAT UN NABI ﷺ_* 👇🏻👇🏻👇🏻
https://forms.gle/FhAw6EPXSnaHfmQt9

_Sirf 5 minutes DEEN ke liye_


*_To learn about Life of Prophet ﷺ- Join now Telegram_*
https://t.me/SeeratENabawwiyah

▪️🔹▪️🔹▪️🔹▪️🔹▪️🔹▪️

The Life of Prophet Muhammadﷺ

01 Feb, 09:35


💢 13–*Hazrat Umer (RA) Ka Qabool E Islam Pe Mushrikeen Ka Rad E Amal- Sawday Bazian Aur Dast Bardariyan* 💢

The Life of Prophet Muhammadﷺ

01 Feb, 06:18


🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷

سیرت النبی ﷺ

🌹 تجلیاتِ نبوت 🌹

🗝 اہم نکات🗝

سبق نمبر 12B حصہ سوم

مضمون: *حضرت عمر کا قبول اسلام پر مشرکین کا رد عمل۔ سودے بازیاں اور دست بر داریاں*

🌸1⃣ حضرت عمر کے قبول اسلام سے مسلمانوں کو بہت تقویت ملی اور پہلی دفعہ اب نماز الاعلان پڑھی جانے لگی

🌸2⃣ یہ دیکھ کہ قریش نے ایک سردار ابو ولید کو آپ کے پاس دین سے ہٹنے کے لئے دنیا وی لالچ دے کہ بھیجا۔

🌸3⃣ نبی کریم نے قرآن کی آیات پڑھ کر جواب دیا۔ دین کی تبلیغ کا صحیح طریقہ یہی ہے کہ ہر بات کا جواب قرآن کی آیات سے دیا جائے۔ یہ تبھی ممکن ہے جب اپ کے پاس قرآن کا علم ٹھیک طریقہ سے ہو۔

🌸4⃣ جب انکا یہ حربہ بھی ناکام ہو گیا تو انہوں نے سودے بازیاں اور دست درازیاں کرنی شروع کر دیں اور کہا کہ اس کے بجائے کوئ اور قرآن لاؤ تو ہم مان لیں گے

🌸5⃣ اس پہ اللہ نے آپ کو منع فرما دیا۔ اور کہا کہ ان کے معاملے میں اپ سے سوال نہیں ہوگا

🌸6⃣ پھر قریش نے یہ شرط رکھی ہم عام لوگوں کے ساتھ آپ کی مجلس میں شریک نہیں ہوںگے۔

🌸7⃣ اللہ نے اس سے بھی منع فرما دیا۔

🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷

The Life of Prophet Muhammadﷺ

01 Feb, 06:18


🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷

SEERAT UN NABI ‎ﷺ

🌹 TAJALIYAT E NABUWAT 🌹

🗝 KEY POINTS 🗝

LESSON # 12B

Topic: *Hazrat Umer (RADHI ALLAHU ANHU) ka qabool e islam pey mushrikeen ka rad e amal- sawday bazian aur dast bardariyan*

🌸1⃣ Hazrat Umer (RADHI ALLAHU ANHU) k qabool e Islam say musalmanon ko buhat taqwiat mili aur pehli dafa ab namaz al al aelaan parhi janay lagi.

🌸2⃣ Yeh dekh k quraish nay aik sardar Abu Waleed ko aap k paas deen say hatnay k liye dunyawi lalach dey k bhaija.

🌸3⃣ Nabi Kareem ﷺ nay Quran ki ayat parh k jawab diya. Deen ki tabligh ka sahi tariqa yahi hai k har baat ka jawab Quran ki ayaat say diya jaye. Yeh tabhi mumkin hai jab aap k paas Quran ka ilm theek tariqay say ho.

🌸4⃣ Jab unka yeh harba bhi nakaam ho gaya to unhon nay sauday baziyan aur dast darazian karni shuru kar dein aur kaha k is k bajaye koi aur Quran lao to hum maan lay gey.

🌸5⃣ Is pey Allah nay aap ko mana farma diya. Aur kaha k in k mamalay mein aap say sawal nahi hoga.

🌸6⃣ Phir Quraish nay yeh shart rakhi hum aam logon k saath aap ki majlis mein shareek nahi hongay.

🌸7⃣ Allah nay is say bhi mana farma diya.

🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷

The Life of Prophet Muhammadﷺ

01 Feb, 06:18


🌹 بسم الله الرحمن الرحيم🌹

‎السلام عليكم و رحمة الله و بركاته

🍀 SEERAT UN NABI ﷺ 🍀

🌸 TAJALIYAT E NABUWAT 🌸

📝 Lesson # 12B 📝

📌 Key Points in Roman and Urdu

🎓 Lecture by Ustazah Farhat Hashmi Sahiba

The Life of Prophet Muhammadﷺ

01 Feb, 06:17


*السلام عليكم ورحمه الله وبركاته*

Topic: *Seerat-Un-Nabi*
By
*Dr.Farhat Hashmi*

Lesson : *12B-Hazrat 'Umar (r.a) Kay Islam Par Mushrikin Ka Radd e 'Amal - Sawday Baaziyan Awr Dast Bardariyan*
Duration = *26:11 minutes*


https://data.alhudamedia.com/Media/Seerah/Tajalliyaat_e_Nabuwwat/Tajalliyaat2011-12B-Hazrat_Umar_ra_Kay_Islam_Par_Mushrikin_Ka_Radd_e_Amal_-_Sawday_Baaziyan_Awr_Dast_Bardariyan.mp3
☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆
*PDF*
☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆
*Tajalliyaat_e_Nabuwwat* (Urdu)
http://bit.ly/2wNqE5n
-------------------------

*The Sealed Nectar (Ar-Raheeq-Al-Maqhtum)*

https://drive.google.com/file/d/1kVip-355BXmUbidssF7vQsnXIvMXh8yp/view
-----------------------
By:-
*Safiur Rehman Mubarak puri*
-----------------------

The Life of Prophet Muhammadﷺ

31 Jan, 07:06


*Bismillah Hir Rahman Nir Raheem*

🔵 *TAJALLIYAT E NABUWWAT*🔵

    💢 *12–Musalmano Ki Wapsi Ke*
            *Liye Quraish Ko Harbah –*
              *Mushrikin Ki Hairat*💢

            🔳   *ANSWER KEY*   🔳
31.01.2025


🔸 1. Abu Jahel Ke Bete Ka Kya Hashr Hua? (Usne Aap ﷺ Ke Sath Gustakhi Ki Thi ...TohAllah Ki Taraf Se Use Kya Sazaa Mili)
🔻Ans. *Jab Woh Ek Qaafle Ke Saath Mulke Shaam Gayaa Aur Ek Maqaam Par Qaafle Ne Padaao Daala Toh Ek Sher Ne Unke Gird Chakkar Lagaaya, Utba Kehne Lagaa Yeh Mujhe Khaa Jaayegaa- Jaisa Ke Mohammad  Ne Mere Liye Baddua Ki.  Mai Shaam Mey Hu Woh Makkah Mey Hai Lekin Usne Muje Maar Daalaa.  Chunache Jab Qaafle Waale Sone Lage Toh Utba Ko Apne Bicho Bich Sulaaya, Phir Bhi Sher Ne Unto Aur Insaano Ko Phalangte Huve Thik Usi Ka Sarr Aa Dabocha Aur Use Maar Dala.*

🔸 2. Abu Jahel Jab Aap ﷺ Se Gustaakhi Karne Ke Liye Aage Badhaa Toh Uske Saath Kya Hua?
🔻Ans. *Jab Abu Jahel Qadam Uthaa Ke Aage Badhaa, Lekin Juhi Qarib Pohancha Toh Iss Qadar Khauf Zada Ho Kar Bhaagaa Ke Rang Uda Hua Hawaas Bakhta Aur Dono Haath Paththar Par …*

🔸 3. Quraish Ki Taanaazani Ke Jawaab Mey Aap ﷺ Ne Kya Farmaya?
🔻Ans. *Quraish Ke Logon Sun Rahe Ho? Uss Zaat Ki Qasam Jis Ke Haath Mey Meri Jaan Hai- Mai Tumhaare Paas Tumhaare Qatl Aur Zabha Ka Hukm Le Kar Aaya Hu.*

🔸 4. Aap Ki Baat Ka Quraish Par Kyaa Asar Hua?
🔻Ans. *Un Par Sakta Taari Ho Gaya Goya Unke Sar Par Parindaa Aa Baitha Ho, Yaha Tak Ke Aap Ke Baare Mey Jo Sabse Sakht Aadmi Tha Wo Bhi Achchi Baate Kar Ke Aapko Manaane Laga.*

🔸 5. Quraish Aap ﷺ Ke Saath Dastdaraazi Kar Rahe The Toh Kaun Daud Kar Aaye?  Aur Uqbah Ko Dhakke De Ke Aap Se Alag Kiya Aur Baaki Logon Ko Maarne Aur Ladne Lage?
🔻Ans. *Hazrat Abu Bakr Siddique R.A.*

🔸 6. Abu Bakr R.A Par Sakhtiyaa Badhh Gai Toh Unho Ne Kaha Hijrat Ka Iraada Kiya?  Magar Phir Kisi Ne Unki Khidmat Yaad Dilaane Par Ruk Gaye ...     _(to know more about Sahaba Abu Bakr Siddique RA – Click here_ https://t.me/storiesofsahaba/8 )
🔻Ans. *Habasha.*

🔸 7. Kaun Shakhs Zameen Mey Thehra Rehta Hai (Jamm Jaata Hai, Usko Isteqamt Nasib Hoti Hai?)
🔻Ans. *Jo Logon Ko Faida Deta Hai.*

🔸 8. Tilaawat Ke Waqt Abu Bakr R.A Ka Kya Haal Hota Tha?  Mushrikin Ki Auratein Aur Bachchon Ka Kya Radde Amal Hota?
🔻Ans. *Qur’an Padhte Toh Ankho Par Qaabu Na Rehta, Unki Qiraat Sun Kar Mushrikin Ki Auratein Aur Bachche Tut Padhte (Daude Chale Aate).   Hazrat Abu Bakr RA Hairat Karte Aur Taajjub Se Dekhte - Iss Wajah Se Bhi Mushrikin Unko Izaaye Pohnchate The.*

🔸 9. Kaunse Do Bade Ashkhaas Ke Islaam Laane Par Musalmano Ne Rahat Paai? (Musalmano Ko Taqwiyat Mili)
🔻Ans.*Aap ﷺ Ke Chaachaa Hamza Bin Abdul Muttalib R.A Aur Umar Bin Khattab R A.*

🔸 10. Hamza R.A Ka Laqab Kya Par Gaya? Hamza R.A Kab Musalmaan Huve?
🔻Ans. *Asadullah …Allah Ka Sher ..Zilhijja 6 Nubuwwat Mey Musalman Huve.*

🔸 11. Hamza R.A Kis Shakhs Ke Aap ﷺ Ko Iza Pohanchane Ke Baad Aap Ki Himaayat Mey Bole Aur Kuchh Dino Baad Gaur Fikr Ke Baad Musalman Huve?
🔻Ans. *Abu Jahel Ke…  Abu Jahel Ki Dasdaraazi Ke Jawaab Mey Hamza R A Ne Uske Sarr Pe Kamaan Maar Ke Use Zakhmi Bhi Kiya.*

🔸 12. Hamza R A Ke Islaam Laane Ke Kitne Dino Baad Umar R.A Ne Islam Qubul Kiya?
🔻Ans. *3 Din Baad.*

🔸 13. Hazrat Umar RA Ki Bahan (Sayyidah Fatima Bint Khattab RA) Aur Behnui (Saeed Bin Zaid RA) Ke Ghar Mey Khabbab Bin Arab RA Kaunse Surah Ki Aayaat Tilawat Kar Rahe The?                 
_(Sayyidah Fatima Bint Khattab Ki Hayaat Janne Ke Liye Click Kijiye_ https://t.me/SeeratESahabiyyat/979 )       
🔻Ans. *Surah Ta-Ha.*


جَزَاكَ الـــلّٰـــهُ خَيْراً کَـثِیْراً

🍃Aey Allah (SWT)! Hum Sab Ko RasoolAllah SAW Ki Sunnaton Ko Zinda Karne Wala Bana Aur Allah (SWT) Ke Baad RasoolAllah SAW Se Sab Se Jyada Mohabbat Karne Wala Bana.
🍃Aey Allah (SWT)! Jo Kuchh Hamne Sikha Hai Wo Hamare Aamaal Ka Hissa Ban Jaye Aur Acche Aamaal Karne Me Hamein Istaqamat Naseeb Farma.
آمــــــــــــــــــين يا رب العالمين

_Join *Telegram * for “Complete Life Story Of Prophet Muhammad PBUH”_
https://t.me/Seeratenabawwiyah

*WhatsApp Link*
https://chat.whatsapp.com/GsdOdut5gKdIkw9HS9C4c4
⚪️⚫️⚪️⚫️⚪️⚫️⚪️⚫️⚪️⚫️⚪️

The Life of Prophet Muhammadﷺ

25 Jan, 06:24


🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷

SEERAT UN NABI ﷺ

🌹 TAJALIYAT E NABUWAT 🌹

🗝 KEY POINTS🗝

LESSON # 12A

Topic: *Ta'zib aur qatl ki koshish- Hazrat Umer (Radhi Allahu anhu) ka qabool e islam*

🌸1⃣ Mushrikeen Makkah nay nakami k baad bachay kuchay musalmanon aur khud Ap ﷺ pey bhi sangeen dast darazian karni shuru kar dein.

🌸2⃣ Allah k nabi ﷺ nay deen ki raah mein jismani aziat k saath ta'zib bhi bardasht ki. Yani deen k kaam k liye apni izat ko pechay chorh dena chahiye.

🌸3⃣ Isi tarah aik din Abu Jahl nay Aap ﷺ ko qatl karnay ka irada zahir kiya aur jab qatl ki koshish karnay laga to Allah nay apnay Nabi ﷺ ki hifazat farmai Jibraeel Alaihi salaam k zariye.

🌸4⃣ Jo banday Allah ki raah mein jam jatay hain to Allah farishton k zariye unki ghaibi madad farmata hai.

🌸5⃣ Insaan ki pehchan uskay amal say banti hai is liye humein apnay amal mein mukhlis aur bey loas ho jana chahiye.

🌸6⃣ Hamary achay amaal hamaray marnay k baad bhi humein faida detay rehtay hain.

🌸7⃣ Phir intehai mushkil halaat mein Hamza bin Abdul Mutlib Radhi Allahu anhu aur Umar Bin Khatab Radhi Allahu anhu k musalman ho janay ka waqia pesh aaya aur Islam ko istaqamat hasil hui.

🌸8⃣ Haalat jitna bhi sakht ho jaein wahein kahein say Allah ki madad aa jati hai.

🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷

The Life of Prophet Muhammadﷺ

25 Jan, 06:24


🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷

سیرت النبیﷺ

🌹 تجلیاتِ نبوت 🌹

🗝 اہم نکات 🗝

سبق نمبر 12A حصہ اول

مضمون: تعزیب اور قتل کی کوشش۔ حضرت عمر کا قبول اسلام

🌸1⃣ مشرکین مکہ نے ناکامی کے بعد بچے کچے مسلمانوں اور خود آپ ﷺ پہ بھی سنگین دست دراز یاں کرنی شروع کر دی.

🌸2⃣ اللہ کے نبی کریم ﷺ نے دین کی راہ میں جسمانی اذیت کے ساتھ تعزیب بھی برداشت کی۔ یعنی دین کے کام میں اپنی عزت کو پیچھے چھوڑ دینا چاہئے۔

🌸3⃣ اسی طرح ایک دن ابو جہل نے آپ ﷺ کو قتل کرنے کا ارادہ ظاہر کیا اور جب قتل کی کوشش کرنے لگا تو اللہ نے اپنے نبی کی حفاظت فرمائی جبرائل کے ذریعے.

🌸4⃣ جو بندے اللہ کی راہ میں جم جاتے ہیں تو اللہ فرشتوں کے ذریعے انکی غیبی مدد فرما تا ہے.

🌸5⃣ انسان کی پہچان اس کے عمل سے بنتی ہے اس لیئے ہمیں اپنے عمل میں مخلص اور بے لوث ہو جانا چاہئے.

🌸6⃣ ہمارے اچھے اعمال ہمارے مرنے کے بعد بھی ہمیں فائدہ دیتے رہتے ہیں.

🌸7⃣ .پھر انتہائی مشکل حالات میں حمزہ بن عبد المطلب اور عمر بن خطاب کے مسلمان ہو جانے کا واقعہ پیش آیا اور اسلام کو استقامت حاصل ہوئی۔

🌸8⃣ حالات جتنے بھی سخت ہو جائیں وہیں کہیں سے اللہ کی مدد آ جاتی ہے۔

🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷

The Life of Prophet Muhammadﷺ

25 Jan, 06:24


🌹 بسم الله الرحمن الرحيم🌹

‎السلام عليكم و رحمة الله و بركاته

🍀 SEERAT UN NABI ﷺ 🍀

🌸 TAJALIYAT E NABUWAT 🌸

📝 Lesson # 12A 📝

📌 Key Points in Roman and Urdu

🎓 Lecture by Ustazah Farhat Hashmi Sahiba

The Life of Prophet Muhammadﷺ

25 Jan, 06:23


*السلام عليكم ورحمه الله وبركاته*

Topic: *Seerat-Un-Nabi*
By
*Dr.Farhat Hashmi*

Lesson : *12A-Ta'zib Awr Qatl Ki Koshish - Hazrat 'Umar (r.a) Ka Qubul e Islam*

Duration = *47:51 minutes*

https://data.alhudamedia.com/Media/Seerah/Tajalliyaat_e_Nabuwwat/Tajalliyaat2011-12A-Tazib_Awr_Qatl_Ki_Koshish_-_Hazrat_Umar_ra_Ka_Qubul_e_Islam.mp3
☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆
*PDF*
☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆
*Tajalliyaat_e_Nabuwwat* (Urdu)
http://bit.ly/2wNqE5n
-------------------------

*The Sealed Nectar (Ar-Raheeq-Al-Maqhtum)*

https://drive.google.com/file/d/1kVip-355BXmUbidssF7vQsnXIvMXh8yp/view
-----------------------
By:-
*Safiur Rehman Mubarak puri*
-----------------------

The Life of Prophet Muhammadﷺ

23 Jan, 04:09


https://youtu.be/dkwUoRkLX88?si=RpWuZMI4j7RXBtIb

The Life of Prophet Muhammadﷺ

20 Jan, 10:59


https://forms.gle/o463HbDxt8usXoxJ9

The Life of Prophet Muhammadﷺ

20 Jan, 10:57


Topic: *Life of Prophet Mohammad ﷺ / As Seerah An Nabawiyyah*

🔷 By: *Sis. Taimiyyah Zubair*


--- *ENGLISH* ---


🔷 Lesson: *18 - Review of Makkan Period*

🔹 Duration: *40.12*

The Life of Prophet Muhammadﷺ

20 Jan, 04:29


. 🇶‌🇺‌🇮‌🇿‌

*ᴛᴀᴊᴀʟʟɪyᴀᴛ ᴇ ɴᴜʙᴜᴡᴡᴀᴛ*
*꧁ Seerat Un Nabi ﷺ ꧂*
*𝚒𝚗 𝚁𝚘𝚖𝚊𝚗*


*_Darul Arqam - Doosri Hijrat e Habsha_*
__"Aap ﷺ ke hukum se doosri Hijrat -e-Habasha mein 82 ya 83 mard aur 12 aurtain Shamil they. yeh hijrat pehli hijrat sey ziyada ba'mashaqqat thi."_



*TAJALLIYAT E JUBUWWAT*
*11B- Musalmano ki wapisi ke liye quraish ka harbah - mushrikeen ki hairat*


*_SEERAT UN NABI ﷺ_* 👇🏻👇🏻👇🏻
https://forms.gle/o463HbDxt8usXoxJ9

_Sirf 5 minutes DEEN ke liye_


*_To learn about Life of Prophet ﷺ- Join now Telegram_*
https://t.me/SeeratENabawwiyah

▪️🔹▪️🔹▪️🔹▪️🔹▪️🔹▪️

The Life of Prophet Muhammadﷺ

18 Jan, 08:44


🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷

سیرت النبی ﷺ

🌹 تجلیاتِ نبوت 🌹

🗝اہم نکات 🗝

سبق نمبر 11B

مضمون : *مسلمانوں کی واپسی کے لۓ قریش کا حربہ - مشرکین کی حیرت*

🌸1⃣ رسول ﷺ کے حکم سے دوسری ہجرت حبشہ میں 82 یا 83 مرد اور 12 عورتیں شامل تھیں۔ یہ ہجرت پہلی ہجرت سے زیادہ با مشقت تھی۔

🌸2⃣ مسلمانوں کی واپسی کے لۓ قریش کا حربہ:
قریش اپنے دو سفارتکار
۱۔ امر بن العاص
۲-عبداللہ بن ربیعہ
کو حبشہ روانہ کۓ۔ جنھوں نے بادشاہ کو مدلل انداز میں اپنے حبشہ آنے کا مقصد بتایا -

🌸3⃣ سفارتکار (امر بن العاص) نے کہا کی ہمارے ملک کے کچھ نوجوان بھاگ کرآپکے ملک میں پناہ لۓ ہوے ہیں ۔ اور وہ ایک نۓ دین کی پیروی کر رہے ہیں -آپ انہں ہمارے حوالے کر دیجے-

🌸4⃣ نجاشی چونکہ انصاف پسند حکمران تھا اس لۓ اس نے دونوں گروھوں کی بات سنی-

🌸5⃣ مسلمانوں کی جانب سے جعفر بن ابو طالب نے کہا کہ " ہم شرک اور کفر کی ظلمتوں میں گہرے ھوے تھے، اللہ تعالی نے ہم ہی میں سے ایک رسول کو دین اسلام دے کر بھیجا -جسکے ہم پیروکار ہیں-لیکن قریش اس سے ناراض ہو کر ہمیں بہت تکلیفیں پہنچا رہے تھے- اسی لے ہم نے آپکے ملک میں پناہ لی-

🌸6⃣ اور سورہ مریم کی ابتدائ پانچ آیات تلاوت فرمائ، جسکو سن کر نجاشی اور دربار میں موجود لوگ بے انتہا ء رونے لگے-

🌸7⃣ نجاشی نے کہا کہ یہ کلام ( قرآن مجید ) اور وہ کلام ( انجیل) جو عیسی۴ لاےتھےدونوں ایک ہی شمع کی کرنیں ہیں-

🌸8⃣ آور کہا کہ "مسلمان اس ملک میں عزت کے ساتھ رھ سکتے ہیں اور قریش کے سفارتکار اپنے ملک واپس چلے جائیں" -

🌸9⃣ مشرکین کی حیرت:
اس طرح اللہ تعالی نے مسلمانوں کو اچھا دیار اور اچھا ہمسایہ نصیب فرمایا- اور مشرکین اپنی ناکامی پر حیرت زدہ رہ گۓ-

🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷

The Life of Prophet Muhammadﷺ

18 Jan, 08:44


🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷

SEERAT UN NABI ﷺ

🌹 *TAJALIYAT E NABUWAT* 🌹

🗝 KEY POINTS🗝

LESSON # 11B

Topic : *Musalmano ki wapisi ke liye quraish ka harbah - mushrikeen ki hairat*

🌸1⃣ Aap ﷺ ke hukum se doosri Hijrat -e-habasha mein 82 ya 83 mard aur 12 aurtain Shamil they. yeh hijrat pehli hijrat sey ziyada ba'mashaqqat thi.

🌸2⃣ muslamno ki wapsi ke leiy Quraish ka Harba:
Quraish apne do sifaratkar
1. Amar bin Al' Aas Radhi Allahu anhu ,
2. Abdullah bin Rabee'a Radhi Allahu anhu
ko Habasha rawana kiey.
Jinhon ne badshah ko mudallil andaaz mein apney Habasha aaney Ka maqsad bataya.

🌸3⃣ Sifaratkar (Amar bin Al' Aas Radhi Allahu anhu) ne kaha ki: Hamarey mulk ke kuch noujawan bhag kar apke mulk mein panah liey hain, aur woh eik naey deen ki pairwee kar rahe hain. Aap inhain hamare hawale kar dijiey.

🌸4⃣ Najashi chonke insaf pasand hukumran tha, isliey usney dono giroh ki baat suni.

🌸5⃣ musalmano ki janib sey Jafar bin Abu Talib Radhi Allahu anhu ney kaha ki: "hum shirk aur Kufr ki zulmatoon mein ghirey huey they, Allah tala ne hum hi mein sey aik Rasool ko Deen-e-Elahi de kar Bheja. jis ke hum pairu kaar hain, laikin Quraish is sey naraz hokar hamain bohat taklefain pohancha rahe they, isliey hum ne apke mulk me Panah li".

🌷6⃣ Aur Surat Maryam ki ibtedaee 5 ayat tilawat farmein, jis ko sunkar Najashi aur darbar mein moojood log beinteha rone lage.

🌷7⃣ Najashi ne kaha ki "yeh kalam ( Qura'n Majeed) aur who kalam jo Hazrat Esa (ALAIHISSALAAM)-(Einjeel) leikar aaey , dono ek hi Shamm'a ki kirnain hain”.

🌷8⃣ Aur kaha ki "muslamaan is mulk mein izzat ke saath reh sakte hain aur Quraish ke sifaratkar apney mulk wapas chale jaen"

🌷9⃣ Mushrikeen ki hairat:
Is tarha Allah tala ne musalmano ko acha dayar aur acha humsaya naseeb farmaya.
Aur mushrikeen apnee nakami par hairat zada reh gaey.

🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱

The Life of Prophet Muhammadﷺ

18 Jan, 08:43


🌹 بسم الله الرحمن الرحيم🌹

‎السلام عليكم و رحمة الله و بركاته

🍀 SEERAT UN NABI ﷺ 🍀

🌸 TAJALIYAT E NABUWAT 🌸

📝 Lesson # 11B 📝

📌 Key Points in Roman and Urdu

🎓 Lecture by Ustazah Farhat Hashmi Sahiba

The Life of Prophet Muhammadﷺ

18 Jan, 08:42


*السلام عليكم ورحمه الله وبركاته*

Topic: *Seerat-Un-Nabi*

By
*Dr.Farhat Hashmi*

Lesson : *11B-Musalmanon Ki Wapsi Kay Li'ay Quraish Ka Harbah - Mushrikin Ki Hairat*

Duration = *37:49 minutes*

https://data.alhudamedia.com/Media/Seerah/Tajalliyaat_e_Nabuwwat/Tajalliyaat2011-11B-Musalmanon_Ki_Wapsi_Kay_Liay_Quraish_Ka_Harbah_-_Mushrikin_Ki_Hairat.mp3

☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆
*PDF*
☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆
*Tajalliyaat_e_Nabuwwat* (Urdu)
http://bit.ly/2wNqE5n
-------------------------

*The Sealed Nectar (Ar-Raheeq-Al-Maqhtum)*

https://drive.google.com/file/d/1kVip-355BXmUbidssF7vQsnXIvMXh8yp/view
-----------------------
By:-
*Safiur Rehman Mubarak puri*
-----------------------

The Life of Prophet Muhammadﷺ

17 Jan, 05:21


آمــــــــــــــــــين يا رب العالمين🏆🏆🏆

The Life of Prophet Muhammadﷺ

17 Jan, 05:20


*ماشاءاللہ تبارك الله - 🏆 - أَلْحَمْدُ لِلَّهِ رَبِّ الْعَالَمِيْنَ*

The Life of Prophet Muhammadﷺ

12 Jan, 05:07


. 🇶‌🇺‌🇮‌🇿‌

*ᴛᴀᴊᴀʟʟɪyᴀᴛ ᴇ ɴᴜʙᴜᴡᴡᴀᴛ*
*꧁ Seerat Un Nabi ﷺ ꧂*
*𝚒𝚗 𝚁𝚘𝚖𝚊𝚗*


*_Darul Arqam - Doosri Hijrat e Habsha_*
__"Darul Arqam: Aap ﷺ ne Arqam Bin Abul Arqm Makhzoomi Radhi Allahu anhu ke ghar ko tableegh, aur taaleem-o-tarbiyat ka markaz banaya. Yeh pehla Islami school tha jo Makkah mein qaem hua."_



*TAJALLIYAT E JUBUWWAT*
*11A- Darul Arqam - Doosri Hijrat e Habsha*


*_SEERAT UN NABI ﷺ_* 👇🏻👇🏻👇🏻
https://forms.gle/uzDpe6bnHGiuEDzA9

_Sirf 5 minutes DEEN ke liye_


*_To learn about Life of Prophet ﷺ- Join now Telegram_*
https://t.me/SeeratENabawwiyah

▪️🔹▪️🔹▪️🔹▪️🔹▪️🔹▪️

The Life of Prophet Muhammadﷺ

10 Jan, 14:59


🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷

SEERAT UN NABI ﷺ

🌹 TAJALIYAT E NABUWAT 🌹

🗝 KEY POINTS 🗝

LESSON # 11A

Topic: Darul aqram - Doosri Hijrat e Habsha

🌸1⃣ Musalmanoon par Mushrikeen ki ziyadatiyan had paar kar chuki thein.
Tub Ap ﷺ ne Islam ki tableegh ke liey do aham kadam uthai:
i: Darul Arqm
ii: Hijrat-e- Habasha

🌷2⃣ Darul Arqam: Aap ﷺ ne Arqam Bin Abul Arqm Makhzoomi Radhi Allahu anhu ke ghar ko tableegh, aur taaleem-o-tarbiyat ka markaz banaya. Yeh pehla Islami school tha jo Makkah mein qaem hua.

🌷3⃣ Syllabus: Qura'n -e- Majeed ki tilawat, nafs Ka tazkiya aur kitab-o- hikmat ki taleem

🌷4⃣ Hijrat-e-Habsha: (Rajab- sun 5 nabuwwat ) chonke mushrikeen-e- Makkah musalmanoon ko katal karney ke sazish kar rahe the, take Islam jar se khatam ho Jaey., lehaza Aap ﷺ ne Sahaba (Radhi Allahu anhuma) ko hukum diya ki woh Habsha (Sudaan) chale jain.

🌷5⃣ muslmanoon ka Pehla kafila (12 mard aur 4 aurtain ), Hazrat Osman bin Affan Radhi Allahu anhu ki sadarat mein Habsha rawana ho gaya .

🌷6⃣ Habasha ka badsha "Najashi" ek Aadil aur mazhabi hukumran tha, usney musalmanoon ko izzat ke saath rehne ki ijazat Dey de.

🌷7⃣ Musalmanoon ke saath Mushrikeen ka sajda:
Is hijrat ke do maah baad, ek din jub Aap ﷺ ne kaa'batullah mein Surat Najam ki tilawat farmein tub wahan majood Tamam sardaran-e- khuraish aur mushrikeen besakhta sajda reiz hogey.

🌷8⃣ Muhajireen ke khafiley ki wapsi:
Mushrikeen ke sajde ko Iman Laney par qiyas kiya Gaya, aur muhajreen khushi khushi Makka wapas aaney Lagey Laikin kuch hi fasley par hakheekat ka pata chala, lehaza kuch muhajreen Habasha wapas ho Gaey aur kuch Makkah mein panah li.

🌷9⃣ In Do waqeat (musalmanoon ki hijrat Aur besakhta sajde) par Mushrikeen-e- Makkah behad gais o gazab ka shikar huey. Aur musalmanoon ko doosri hirjat - Habasha Karnee paree.

🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷

The Life of Prophet Muhammadﷺ

10 Jan, 14:58


🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷

سیرت النبی ﷺ

🌹 تجلیاتِ نبوت🌹

🗝 اہم نکات🗝

سبق نمبر 11A

*مضمون : دار الارقم - دوسری ھجرت حبشہ*

🌸1⃣ مسلمانوں پر مشرکین کی زیادتیاں حد پار کر چکی تھیںں ،تب رسول ﷺ نے اسلام کی تبلیغ اور بقاء کیلےء دو اھم کام کےء۔
۱- دار الارقم
۲- ہجرت حبشہ

🌸2⃣ دار الارقم : رسولﷺ نے ارقم بن ابو الارقم مخزومی کے گھر کو تبلیغ اور تعلیم و تربیت کا کا مرکز بنایا۔ یہ پہلا اسلامی اسکول تھا جو مکہ میں قائم ہوا -

🌸3⃣ تعلیمی نصاب- قرآن مجید کی تلاوت ، نفس کا تزکیہ ، کتاب و سنت کی تعلیم -

🌸4⃣ ہجرت حبشہ: (رجب -سن ۵ نبوت) : چونکہ مشرکین مکہ مسلمانوں کو قتل کرنے کی کوشش کر رہے تھے تا کہ اسلام جڑ سے ختم ہو جاے۔ لحاظہ رسول ﷺ نے صحابہ رضہ کو حکم دیا کہ حبشہ(سوڈان کا علاقہ) چلے جائیں -

🌸5⃣ مسلمانوں کا پہلا قافلہ (۱۲ مرد اور ۴ عورتیں ) حضرت عثمان بن عفان کی صدارت میں حبشہ روانہ ہو گیا-

🌸6⃣ حبشہ کا بادشاہ " نجاشي" أيك عادل اور مذہبی حکمران تھا ۔ اس نے مسلمانوں کو عزت کے ساتھ ملک میں رہنے کی اجازت دے دی-

🌸7⃣ مسلمانوں کے ساتھ مشرکین کا سجدہ: اس ہجرت کے دو ماہ بعد رسول ﷺ نے کو کعبت اللہ میں جب سورہ نجم کی تلاوت فرمائیں تب اس آیت پر وہاں موجود تمام سردار ان قریش اور مشرکین بے ساختہ سجدہ ریز ہو گۓ۔(فاسجدو اللله واعبدوا)

🌸8⃣ مہاجرین کے قافلے کی واپسی:
مشرکین کے سجدے کو ایمان لانے پر قیاس کیا گیا- اور مہاجرین خوشی خوشی مکہ واپس آنے لگے- لیکن کچھ ہی فاصلے پر حقیقت کا پتہ چلا- لحاظہ کچھ مہاجرین حبشہ واپس ہو گۓ اور کچھ شھر مکہ میں پناہ لی-

🌸9⃣ ان دونوں واقعات (مسلمانوں کی ہجرت اور بے ساختہ سجدہ) پر مشرکین مکہ بیحد غیض و غضب کا شکار ہوۓ-جسکی وجہ سے مسلمانوں کو دوسری ہجرت حبشہ کرنی پڑی-

🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷

The Life of Prophet Muhammadﷺ

10 Jan, 14:58


🌹 بسم الله الرحمن الرحيم🌹

‎السلام عليكم و رحمة الله و بركاته

🍀SEERAT UN NABI ﷺ 🍀

🌸 TAJALIYAT E NABUWAT 🌸

📝 Lesson # 11A 📝

📌 Key Points in Roman and Urdu

🎓 Lecture by Ustazah Farhat Hashmi Sahiba ‎<This message was edited>

The Life of Prophet Muhammadﷺ

10 Jan, 14:57


*السلام عليكم ورحمه الله وبركاته*

Topic: *Seerat-Un-Nabi*
By
*Dr.Farhat Hashmi*
Lesson : *11A-Darul Arqam - Doosri Hijrat e Habashah*

Duration = *36: 35 minutes*


https://data.alhudamedia.com/Media/Seerah/Tajalliyaat_e_Nabuwwat/Tajalliyaat2011-11A-Darul_Arqam_-_Doosri_Hijrat_e_Habashah.mp3

☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆
*PDF*
☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆
*Tajalliyaat_e_Nabuwwat* (Urdu)
http://bit.ly/2wNqE5n
-------------------------

*The Sealed Nectar (Ar-Raheeq-Al-Maqhtum)*

https://drive.google.com/file/d/1kVip-355BXmUbidssF7vQsnXIvMXh8yp/view
-----------------------
By:-
*Safiur Rehman Mubarak puri*
-----------------------

The Life of Prophet Muhammadﷺ

10 Jan, 14:55


🔸 16. Kis Ke Beton Ke Aqd (Nikaah) Mey Nabi ﷺ Ki Do Betiyan Thi?  (Phir Unki Talaq Hui)*
🔻Ans. *Abu Lahab.*

🔸 17. Kaun Aap ﷺ Ke Raaste Mey Kaantedar Daaliya Rakhta?  Kyun?
🔻Ans. *Abu Lahab Ki Biwi Arwa Binte Jamil Kaantedaar Daliya Laa Ke Raat Ko Aap Ke Raaste Mey Daal Deti Ke Aap Aur Aap Ke Sathi Zakhmi Ho Jaye.*

🔸 18. Mohammad Ke Maani Kya Hai?
🔻Ans. *Wo Shakhs Jiski Khub Tarif Ki Gai Ho.*

🔸 19. Abu Jahl Jab Aap Ko Taklif Dene Laga, Namaaz Se Rokne Aur Dhamkiya Dene Laga Toh Aap Ne Kya Kiya?
🔻Ans. *Gardan Ke Paas Se Kapda Pakad Kar Aap Ne Use Jhinjhoda Aur Farmaya, “Tere Liye Kharaabi Dar Kharaabi Hai,  Phir Tere Liye Kharaabi Dar Kharaabi Hai”.*

🔸 20. Abu Jahl Jab Dastdaraazi Karne Aap ﷺ Ki Taraf Badha Toh Logon Ne Kya Dekha?  Logon Ke Puchne Par Usne Kya Kaha?
🔻Ans. *Logon Ne Dekha Ke Wo Ediyo Ke Bal Palat Raha Hai Aur Dono Hatho Se Apna Bachao Kar Raha Hai.  Logon Ne Puchha Abu Hakam Tumhe Kya Hua?  Kehne Laga - Mere Aur Uske Darmiyaan Aag Ki Ek Khandak Hai  Aur Houlnakiya Aur Farishton Ke Paro Ke Bazu Hai.*

🔸 21. Iss Par Aap ﷺ Ne Kya Farmaya?
🔻Ans. *Agar Wo Mere Qarib Aata Toh Farishte Uske Tukde Tukde Kar Dete, Uska Ek Ek Uzu Uchak Lete.*

🔸 22. Mushrikon Ki Sharangezi Aur Shraarat Jab Hadd Se Badhh Gai Toh Aap Ne Kya Farmaya?
🔻Ans. *”Aye Allah! Tu Quresh Ko Pakad Le.”*

🔸 23. Wo Sab Badbakht Quresh Kaunsi Ladaai Mey Jahannam Rasid Huye?
🔻Ans. *Badr Ki Ladaai Mey.*

🔸 24. Aap ﷺ Se Estehza Karne Wale 5 Logon Ke Sharr Se Bachao Ke Liye Allah Ne Aap S.A.W Se Kya Farmaya?
🔻Ans. *Allah Ta’ala Ne Aap ﷺ Se Farmaya, “Inke Sharr Se Bachao Ke Inke Liye Tanha Allah Apko Ko Kifayat Karega.”*

🔸 25. Un Mushrikon Ko Kya Sazaa Mili?
🔻Ans. *Walid Ko Tir Ke Zakhm Ki Kharaash Thi Jo Mamuli Thi Magar Jibrael AS Ne Us Khrash Ke Nishaan Ki Taraf Ishara Kar Diya Toh Wo Phut Padi Aur Kai Saal Shadid Taklif Pohnchane Ke Baad Janlewa Saabit Hui.   Aswad Bin Abde Yagus Ke Sarr Ki Taraf Jibrel AS Ne Ishaaraa Kiya Toh Use Phode Nikal Aaye Aur Unhi Phodo Ki Wajah Uski Maut Waqye Ho Gai.  Kaha Jata Hai Ke Use Lu Lag Gai Thi Ye Bhi Kahaa Jaata Hai Ke Jibrael AS Ne Uske Pet Ki Taraf Ishaara Kiya Tha Jisse Use Istiska Ki Bimaari Ho Gai Thi.  Pet Is Qadr Phul Gaya Ke Bil Akhir Wo Isi Se Marr Gaya.*

🔸 26. Aswad Bin Abdul Muttalib Ne Jab Aap Ko Aziyate Pohancha Pohancha Kar Bahot Tang Kiya Toh Aap Ne Kya Baddua Ki?
🔻Ans. *Aap Ne Baddua Ki Ke “Aye Allah Iski Nigaah Chhin Le, Ise Ladke Se Mehrum Kar De.  Chunanche Hazrat Jibreal AS Tashrif Laaye Aur Uske Chehre Par Kaantedaar Patte Ya Daali Se Maaraa To Uski Nigaah Jaati Rahi, Phir Uske Ladke Ko Maaraa To Wo Marr Gaya.*

🔸 27. Aas Bil Wael Ko Kya Sazaa Mili?
🔻Ans. *Aas Bil Wael Ek Kantedar Darakht Par Baith Gaya, Uska Kanta Pao Ke Talwe Mey Chubh Gaya, Uska Zahar Sar Tak Daud Gaya, Yaha Tak Ke Wo Usi Zaher Se Marr Gaya.*

🔸 28. Iss Pechida Surate Haal Ke Peshe Nazar Aap ﷺ Ne Kaunsa Qadam Uthaya?
🔻Ans. *Aap ﷺ Ne Do Qadam Uthaye- Pehla Darul Arkham -Dusra Hijrate Habsha.*


جَزَاكَ الـــلّٰـــهُ خَيْراً کَـثِیْراً

🍃Aey Allah (ﷻ)! Hum Sab Ko RasoolAllah SAW Ki Sunnaton Ko Zinda Karne Wala Bana Aur Allah (ﷻ) Ke Baad RasoolAllah SAW Se Sab Se Jyada Mohabbat Karne Wala Bana.
🍃Aey Allah (ﷻ)! Jo Kuchh Hamne Sikha Hai Wo Hamare Aamaal Ka Hissa Ban Jaye Aur Acche Aamaal Karne Me Hamein Istaqamat Naseeb Farma.
آمین آمین يا رب العالمين

_Join *Telegram* for “Complete Life Story Of Prophet Muhammad PBUH”_
https://t.me/Seeratenabawwiyah

_Open this link to join my *WhatsApp* Group:_
https://chat.whatsapp.com/GsdOdut5gKdIkw9HS9C4c4

The Life of Prophet Muhammadﷺ

10 Jan, 14:53


*Bismillah Hir Rahman Nir Raheem*
🔵 *TAJALLIYAT E NABUWWAT* 🔵

💢 *10B–Quraish Ki Ajeeb O Gharib*
*Tajwiz Aur Abu Talib Ka Dilchasp*
*Jawaab, RasulAllah ﷺ Par Dast
                  *Daraziyan* 💢

          🔳   *ANSWER KEY*   🔳
09.01.2024


🔸 1. Quresh Ko Kya Ajib O Greeb Tajziw Sujhi?
🔻Ans. *Quresh Mey Ek Shakhs Tha Ammara Bin Walid - Bada Khubsurt Naujawaan, Wo Jawaano Ka Sardar Tha, Wo Log Use Le Kar Abu Talib Ke Paas Aaye Aur Kaha Iss Naujawaan Ko Hamse Le Lijiye Aur Apna Ladka Qaraar Dijiye (Beta Banaiyye) Aur Aap Iski Madad Bhi Kijiye Aur Diyat Bhi Dijiye Aur Hame Iske Badle Apna Bhatija De Dijiye - Jo Aapke Deen Aur Aapke Baap Dada Ke Deen Ka Mukhalif Hai.  Aur Jisne Apni Qaum Mey Phut Daal Rakhi Hai Aur Inki Aqlo Ko Maauf Qaraar De Rakha Hai.  Ham Ise Le Jaa Kar Qatal Karenge.  Bass Ye Ek Admi Ke Badle Ek Admi Ka Mamla Hua.  Abu Talib Ne Kaha, “Wallah ..Tum Log Intehai Bura Sauda Kar Rahe Ho, Muje Tum Apna Beta Iss Liye De Rahe Ho Ke Mai Use Khilaau Pilaau Aur Mujh Se Mera Beta Maang Rahe Ho Ke Tum Usko Qatal Karo - Allah Ki Kasam! Ye Kabhi Nahi Ho Sakta Hai”.*

🔸 2. Azmaish Ke Bare Mey Rasool ﷺ Ne Kya Farmaya?
🔻Ans. *Nabi ﷺ Ne Farmaya, “Allah Ta’ala Jab Kisi Qaum Se Mohabbat Karta Hai Toh Unhe Azmaish Mey Mubtila Karta Hai”.*

🔸 3. Allah Ki Mohabbat Ki Alaamat Kya Hai?
🔻Ans. *Kisi Bhi Kism Ki Azmaaish – Allah Ki Mohabbat Ki Alaamat Hai.*

🔸 4. Momin Ki Taklif Ke Baare Mey Aap S.A W Ne Kya Farmaya?
🔻Ans. *Nabi ﷺ Ne Farmaya, “Jab Kisi Momin Ko Koi Kaantaa Bhi Chubhta Hai, Ya Isse Zyaada Kuch Taqlif Pohanchai Hai Toh Allah Ta’ala Uske Badle Uska Ek Darja Buland Kar Deta Hai.*

🔸 5. Hadees Likhiye Jis Mey Allah Ke Nazdik Insaan Ke Muqaam Ko Bataaya Gaya Hai?
🔻Ans. *Harr Aadmi Ka Allah Ke Paas Ek Maqam Hota Hai- Jise Wo Apne Amaal Se Nahi Paa Sakta, Chunanche Allah Ta’ala Use Aazmaish Mey Mubtela Karte Hai Jise Wo Napasand Karta Hai Yaha Tak Ke Wo Us Muqaam Ko Paa Leta Hai.*

🔸 6. Kya Chiz Insaan Ko Gunaaho Se Paak Karti Hai?
🔻Ans. *Aazmaish.*

🔸 7. Azmaaish Ke Baare Mey Rasool ﷺ Ne Kya Farmaya? (Momin Mard Aur Aurat Ke Bare Mey)
🔻Ans. *Rasool ﷺ Ne Farmaya, “Momin Mard Aur Aurat Par Hamesha Azmaaish Rehti Hai, Kabhi Uski Zaat Mey, Kabhi Aulaad Mey, Kabhi Maal Mey- Yaha Tak Ke Jab Wo Allah Ta’ala Se Mulaqat Karta Hai To Gunaho Se Paak Hota Hai”.*

🔸 8. Rasool ﷺ Ne Kin Ke Bare Mey Bataaya Ke Wo Azmaaish Mey Daale Jaate Hai?  Aur Kis Tarha Azmaaish Hoti Hai?
🔻Ans. *Ambiya Phir Unke Misl (Shagird) Aur Phir Unke Misl ...Phir Insaan Apne Deen Ke Mutaabiq Azmaish Mey Mubtela Kiya Jata Hai.   Agar Deen Par Sakhti Se Kaarband Ho Toh Sakht Aazmaish Hoti Hai, Agar Deen Mey Narm Ho Toh Aazmaish Bhi Uske Mutabiq Hoti Hai, Phir Wo Aazmaish Usey Us Waqt Chorti Hai Jab Banda Zamin Par Iss Haal Mey Chalne Lagta Hai Ke Usmey Koi Gunaah Nahi Hota.*

🔸 9. Zyada Sawaab Kis Ke Sath Hai?
🔻Ans. *Badi Azmaish Ke Sath.*

🔸 10. Jannat Kis Mey Ghiri Hui Hai?
🔻Ans. *Azmaisho Mey..  Nafs Ke Khilaaf Ghiri Hui Hai.*

🔸 11. Dozakh Kis Chiz Se Ghiri Hui Hai?
🔻Ans. *Nafsaani Khwaahisho Se.*

🔸 12. Akhirat Mey Kaun Kis Par Rashk Karega?
🔻Ans. *Duniya Mey- Afiyaton Mey Rehne Wale- Taklif Mey Rehne Walon Par Rashk Karege.*

🔸 13. Aap ﷺ Par Aur Bilal RA Par Kitne Dino Ki Aazmaish Aai Thi Ke Unhone Bhar Pet Khana Nahi Khaya?  Balke Bahot Thori Muqdar Mey Khana Hota Tha?
🔻Ans. *30 Raate.*

🔸 14. Aap ﷺ Ko Ghar Ke Andar Kis Tarha Pareshan Kiya Jata?  Phir Aap Kya Karte?
🔻Ans. *Jab Aap Namaaz Padhte Toh Mushriqin Mey Se Koi Bakri Ki Bachchadani Utha Kar Phenk Deta, Jab Haandi Chulhe Par Chadi Hoti Toh Us Haandi Mey Phenk Deta, Aap Jawaab Mey Sirf Itna Karte Ke Use Lakdi Par Utha Kar Laate Aur Darwaze Par Khade Ho Ke Kehte- “Aye Abu Abde Munaaf! Ye Kaisa Pados Hai”, Phir Use Bahar Phenk Dete.*

🔸 15. Kis Mushrik Ko Aap ﷺ Ne Kaha Ke Mai Hi Tujhe Qatl Karuga?
🔻Ans. *Ubai Ibne Half Ko Aap S A W Ne Kaha Tha Ke Mai Hi Tujhe Qatl Karuga In Sha Allah Aur Wo Aap Ke Haatho Hi Jung E Badr Me Qatl Hua.*

The Life of Prophet Muhammadﷺ

10 Jan, 14:50


*ماشاءاللہ تبارك الله - 🏆 - أَلْحَمْدُ لِلَّهِ رَبِّ الْعَالَمِيْنَ*

The Life of Prophet Muhammadﷺ

04 Jan, 06:30


https://forms.gle/AEjmmGrYTZsaAvdAA

The Life of Prophet Muhammadﷺ

04 Jan, 04:55


🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷

سیرۃ النبی ﷺ

🌹 تجلیاتِ نبوت🌹

🗝 اہم نکات 🗝

سبق # 10B

عنوان: قریش کی عجیب و غریب تجویز اور ابو طالب کا دلچسپ جواب ۔ نبی کریم ﷺ پر دست ررازیاں

🌸1⃣ ابو طالب نبی کریم ﷺ کی مدد پر ڈٹے رہے، اس لیے ایک دن قریش کے پاس ایک خوبصورت بانکا نوجوان لے کے آئے کہ اسے لے لیں اور بدلے میں ہمیں اپنا بھتیجا دے دیں۔

🌸2⃣ ابو طالب نے انھیں جواب دیا کہ اپنا بیٹا دے رہے ہو کہ میں اسے کھلاؤں پلاؤں اور میرا بیٹا لے رہے ہو قتل کرنے کے لیے۔

🌸3⃣ ہمارا نفس ہمیں ایسے ہی دھوکے میں رکھتا ہے کہ ہم آخرت کے فائدے پر دنیا کے فائدے کو ترجیح دے دیتے ہیں۔

🌸4⃣ آزمائش اللہ کی محبت کی علامت ہے۔ آزمائش ہمیں گناہوں سے پاک کرتی ہے اور اللہ کے ہاں ہمارے درجات بلند ہونے کا ذریعہ بنتی ہے۔مگر صرف اسی صورت میں کے ہم صبر کریں۔

🌸5⃣ اللہ کےہاں درجات میں بلند ہونے کے لیے صرف عمل ہی نہیں بلکہ امتحان بھی درکار ہوتا ہے۔ جب تک ہم آزمائش سے نہیں گزرتے ہم اللہ کے لئے خالص نہیں ہوتے۔

🌸6⃣ قریش نے نبی کریم ‎ﷺ پر بھی دست درازیاں کرنا شروع کر دیں۔ اور مختلف تکلیفیں اور اذیتیں دیں۔

🌸7⃣ ان دست درازیوں کا نتیجہ دار الارقم اور ہجرتٍ حبشہ کی صورت میں نکلا۔

🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷

The Life of Prophet Muhammadﷺ

04 Jan, 04:55


🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷

SEERAT UN NABI ‎ﷺ

🌹 *TAJALIYAT E NABUWAT* 🌹

🗝 KEY POINTS 🗝

LESSON # *10B*

Topic: *Quraish ki ajeeb o gharib tajweez aur Abu talib ka dilchasp jawab- Nabi Kareem ‎ﷺ par dast daraziyan*

🌸1⃣ Abu Talib Nabi Kareem ‎ﷺ ki madad par datay rahay, is liye aik din Quraish aap k paas aik khobsorat banka naujawan lay k aaye k isay lay lein aur badlay mein humein apna bhatija dey dein.

🌸2⃣ Abu Talib nay unhein jawab diya k apna beta dey rahay ho k mein isay khilaon pilaon aur mera beta ley rahay ho qatl karnay k liye.

🌸3⃣ Hamara nafs humein aesay hi dhokay mein rakhta hai k hum akhirat k faiday per duniya k faiday ko tarjeeh dey detay hain.

🌸4⃣ Azmaish Allah ki muhabbat ki alamat hai. Azamish humein gunahon say paak karti hai aur Allah k haan hamaray darjaat buland honay ka zariye banti hai. Magar sirf isi sorat mein k hum sabr karein.

🌸5⃣ Allah k haan darjaat mein buland honay k liye sirf amal hi nahi balkay imtehan bhi darkaar hota hai. Jab tak hum azmaish say nahi guzartay hum Allah k liye khalis nahi hotay.

🌸6⃣ Quraish nay phir Nabi Kareem ‎ﷺ par bhi dast daraziyan karna shuru kar dein. Aur mukhtalif taklefein aur aziyatein dein.

🌸7⃣ In dast daraziyon ka nateeja Dar ul Arqam aur hijrat e Habsha ki sorat mein nikla.

🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷 ‎<This message was edited>

The Life of Prophet Muhammadﷺ

04 Jan, 04:54


🌹 بسم الله الرحمن الرحيم🌹

‎السلام عليكم و رحمة الله و بركاته

🍀 SEERAT UN NABI ﷺ🍀

🌸 TAJALIYAT E NABUWAT 🌸

📝 Lesson # 19 📝

📌 Key Points in Roman and Urdu

🎓 Lecture by Ustazah Farhat Hashmi Sahiba

The Life of Prophet Muhammadﷺ

04 Jan, 04:53


*السلام عليكم ورحمه الله وبركاته*

Topic: *Seerat-Un-Nabi*
By
*Dr.Farhat Hashmi*
Lesson : *10B-Quraish Ki 'Ajeeb o Gharib Tajwiz Awr Abu Talib Ka Dilchasp Jawab - Rasul Allah (s.a.w) Par Dast Daraziyan*

Duration = *36:46 minutes*

https://data.alhudamedia.com/Media/Seerah/Tajalliyaat_e_Nabuwwat/Tajalliyaat2011-10B-Quraish_Ki_Ajeeb_o_Gharib_Tajwiz_Awr_Abu_Talib_Ka_Dilchasp_Jawab_-_Rasul_Allah_saw_Par_Dast_Daraziyan.mp3

☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆
*PDF*
☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆
*Tajalliyaat_e_Nabuwwat* (Urdu)
http://bit.ly/2wNqE5n
-------------------------

*The Sealed Nectar (Ar-Raheeq-Al-Maqhtum)*

https://drive.google.com/file/d/1kVip-355BXmUbidssF7vQsnXIvMXh8yp/view
-----------------------
By:-
*Safiur Rehman Mubarak puri*
-----------------------

The Life of Prophet Muhammadﷺ

03 Jan, 06:19


🍃_Aey Allah (ﷻ)! Hum Sab Ko RasoolAllah SAW Ki Sunnaton Ko Zinda Karne Wala Bana Aur Allah (ﷻ) Ke Baad RasoolAllah SAW Se Sab Se Jyada Mohabbat Karne Wala Bana.
🍃Aey Allah (ﷻ)! Jo Kuchh Hamne Sikha Hai Wo Hamare Aamaal Ka Hissa Ban Jaye Aur Acche Aamaal Karne Me Hamein Istaqamat Naseeb Farma_.

آمین آمین يا رب العالمين

_Join *Telegram* for “Complete Life Story Of Prophet Muhammad PBUH_”
https://t.me/Seeratenabawwiyah

_Open this link to join my *WhatsApp* Group_:
https://chat.whatsapp.com/GsdOdut5gKdIkw9HS9C4c4

The Life of Prophet Muhammadﷺ

30 Dec, 19:14


t.me/TafseerAlQuranUrdu

The Life of Prophet Muhammadﷺ

30 Dec, 09:03


The Life of Prophet Muhammadﷺ pinned «🍂🍁🍂🍁🍂🍁🍂🍁🍂 *Seerat padhne ka kya maksad hai ??* Allah k pyare Rasool Mohammad saw ko duniya ka sabse zyada kaamyab tareen insan qarar diya gya hai kyon ki wo duniya aur Deen me successful the. Hum duniya wi mamlat me bhi khare nhi hai aur na hi deeni mamlat…»

The Life of Prophet Muhammadﷺ

30 Dec, 09:02


*اَلسَّلاَمْ عَلَيْــــــــــــــــــــكُمْ وَ رَحْمَةُ اللهِ وَبَرَكَاتُهُ*
میں طٰہ نلا مندو پچھلے کچھ دنوں سے تجلیاتِ نبوی پر سوالات کے جوابات
ارسال کر رہی ہوں ۔پہلے میں دین کو سمجھنے کی غرض سے ان سوالات کو حل کیا کرتی تھی ۔لیکن جیسے جیسے میرا یہ شوق بڑھتا گیا ۔میں نے جانا کہ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کی زندگی سے جڑی تمام تر باتیں ہماری زندگی کی مشکلوں اور رکاوٹوں سے کہیں نہ کہیں جڑ ی ہے *مجھے اس سے عبرت اور نصیحت دونوں حاصل ہونے لگی ہے ۔مجھے اِس کوئز کو حل کرنے میں بڑی مسّرت ہوتی ہے* میں گروپ ایڈمن اور دیگر ممبران کی شکر گزار ہوں ۔ اللہ آپ سب کو اس کا بہترین بدلہ دے ۔

*جَزَاكَ الـــلّٰـــهُ خَيْراً کَـثِیْراً* ‎

The Life of Prophet Muhammadﷺ

29 Dec, 04:32


https://forms.gle/jsFURWK637SN1Lhx6

The Life of Prophet Muhammadﷺ

28 Dec, 03:26


🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷

سیرت النبی

🌹 تجلیاتِ نبوت 🌹

🗝 اہم نکات🗝

سبق نمبر 10A

*مضمون: مسلمانوں کی تعذیب ابو طالب کو قریش کی دھمکیاں*

🌸1⃣ قریش نے ایک سوچے سمجھے منصوبے کے تحت مسلمانوں کی سخت تعذیب کیں. جسمیں حضرت بلال رضی اللہ عنہ شامل تھے.

🌸2⃣ کچھ مسلمان غلاموں کو اس قدرجسمانی تشدد کا نشانہ بنایا گیا کے انکی عقل کام کر نا چھوڑ دی.

🌸3⃣ حضرت ابوبکر رضی اللہ عنہ نے بہت سے ایسے غلاموں کو خرید کر اللہ کے لیے آزاد کر دیا جس پر انکے والد نے انھیں ڈانٹا. جسپر ابوبکر رضی اللہ عنہ نے جواب دیا کہ میں نے یہ کام اللہ کی خاطر کیا ہے.

🌸4⃣ یہ سب مسلمان ان سب تکلیفوں کے باوجود ایمان کی وجہ سے اپنے دین پر جمے رھے ایمان اور آخرت کا یقین ھی وہ طاقت ھے جو آج بھی دین پر استقامت دلا سکتی ہے.

🌸5⃣ مکے سے باہر والوں کو بھی مسلمان ھونے پر ایسی ہی تکلیفیں دی جاتی.

🌸6⃣ نبی صل اللہ علیہ السلام ابو طالب کی سر پرستی کی وجہ سے کچھ حد تک قریش کے ظلم سے محفوظ رھے اسی لئے ایک دن ابو طالب کے پاس دھمکی اور چیا نج لیکر آئے گی کے اپنے بھتیجے کو ھمارے حوالے کر دو.

🌸7⃣ اسپر نبی اکرم صل اللہ علیہ السلام نے ابو طالب کو جواب دیا کے اگر یہ لوگ میرے دائیں ھاتھ پر سورج اور بائیں ھاتھ پر چاند بھی لاکر رکھ دیں تو میں اس کام سے پیچھے نہیں ھٹو ں گا.

🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷

The Life of Prophet Muhammadﷺ

28 Dec, 03:25


🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷

SEERAT UN NABI ‎ﷺ

🌹 TAJALIYAT E NABUWAT🌹

🗝 KEY POINTS🗝

LESSON # 10A

Topic: *Musalmano ki ta'zib- Abu Talib ko Quraish ki dhamki aur challenge*

🌸1⃣ Quraish nay aik sochay samjhay mansobay k tehat musalmano ki sakht ta'zib ki. Jis mein Hazrat Bilal Radhi Allahu anhu samait buhat say sahabi shamil they.

🌸2⃣ Kuch musalman ghulamon ko is qadr jismani tashadud ka nishana banaya gaya k unki aqal kaam karna chorh deti.

🌸3⃣ Hazrat Abu Bakr Siddiq Radhi Allahu anhu nay buhat say aesay ghulamon ko khareed kar Allah k liye azaad kar diya. Jis per un k walid nay unhein danta. Jis per Hazrat Abu Bakr Siddiq (Radhi Allahu anhu) nay jawab diya k mein nay yeh kaam Allah ki khatir kiya hai.

🌸4⃣ Yeh sub musalman in sub takleefon k bawajood Imaan ki wajah say apnay deen per jamay rahay. Iman aur akhirat ka yaqeen hi woh taqat hai jo aaj bhi deen pey istaqamat dila sakti hai.

🌸5⃣ Makkah say bahar walon ko bhi musalman honay per aesay hi takleefein di jati.

🌸6⃣ Nabi Kareem ‎ﷺ Abu Talib ki sar parasti ki wajah say khuch hadd tak Quraish k zulm say mehfooz they. Isi liye aik din Abu Talib k paas Quraish dhamki aur challenge lay kar aaye k apnay bhatijay ko hamaray hawalay kar do.

🌸7⃣ Is per Nabi Kareem ‎ﷺ nay Abu Talib ko jawab diya k agar yeh log meray dayein haath per suraj aur bayein haath per chand bhi la kar raakh dein to mein is kaam say peechay na hathon ga.

🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷🌱🌷

The Life of Prophet Muhammadﷺ

28 Dec, 03:25


🌹 بسم الله الرحمن الرحيم🌹

‎السلام عليكم و رحمة الله و بركاته

🍀SEERAT UN NABI🍀

🌸 TAJALIYAT E NABUWAT 🌸

📝
Lesson # 10A 📝

📌 Key Points in Roman and Urdu

🎓 Lecture by Ustazah Farhat Hashmi Sahiba

The Life of Prophet Muhammadﷺ

28 Dec, 03:24


*السلام عليكم ورحمه الله وبركاته*

Topic: *Seerat-Un-Nabi*
By
*Dr.Farhat Hashmi*

Lesson : *10A-Musalmanon Ko Ta'zib - Abu Talib Ko Quraish Ki Dhamki Awr Challenge*


Duration = *28:32 minutes*


☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆
*PDF*
☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆☆
*Tajalliyaat_e_Nabuwwat* (Urdu)
http://bit.ly/2wNqE5n
-------------------------

*The Sealed Nectar (Ar-Raheeq-Al-Maqhtum)*

https://drive.google.com/file/d/1kVip-355BXmUbidssF7vQsnXIvMXh8yp/view
-----------------------
By:-
*Safiur Rehman Mubarak puri*
-----------------------


https://data.alhudamedia.com/Media/Seerah/Tajalliyaat_e_Nabuwwat/Tajalliyaat2011-10A-Musalmanon_Ko_Tazib_-_Abu_Talib_Ko_Quraish_Ki_Dhamki_Awr_Challenge.mp3