JAUN ELIYA @legendjauneliya Channel on Telegram

JAUN ELIYA

@legendjauneliya


Main bhī bahut ajiib huuñ itnā ajiib huuñ ki bas
ḳhud ko tabāh kar liyā aur malāl bhī nahīñ.

JAUN ELIYA (Urdu)

JAUN ELIYA: legendjauneliyannJAUN ELIYA ek Telegram channel hai jo aapko urdu shayari, quotes, aur thought-provoking lines ke ek anokhe collection se rubaru karata hai. Is channel ka maqsad aapko un lamhon mein le jana hai jahan shayari aur soch ki gehraai se jude hue hain.nnWho is it? JAUN ELIYA channel ke peeche ek passionate aur creative team kaam karti hai jo aapki rooh ko choo lene wale kalamein aur alfaz ko aap tak pohchaane ka maqsad rakhti hai.nnWhat is it? JAUN ELIYA aapko unmissable shayari, quotes, aur muskurahat bharay thoughts ke ek lajawab collection se nawaza hai. Har post aapko chuninda alfaz ke zariye aapki duniya ko ek naya jahan dikhata hai.nnIs channel se judein aur apne dil ki gehraai ko chhune wale kalaam se inspire hoke apne zindagi ko sawarne ka tajurba karein. JAUN ELIYA aapko ek alag hi duniya mein le jaane ka waada karta hai!

JAUN ELIYA

25 May, 11:32


Ye to badhti hi chali jati hai miyaad-e-sitam
Juz hareefan-e-sitam kis ko pukara jaye
Waqt ne ek hi nukta to kiya hai ta’leem
Hakim-e-waqt ko masnad se utara jaye
~ Jaun Elia

JAUN ELIYA

19 May, 18:20


है कुछ ऐसा कि उस की जल्वत में
हमें अपनी कमी से ख़तरा है!

जिस के आग़ोश का हूँ दीवाना
उस के आग़ोश ही से ख़तरा है!

याद की धूप तो है रोज़ की बात
हाँ मुझे चाँदनी से ख़तरा है!

है अजब कुछ मुआ'मला दरपेश
अक़्ल को आगही से ख़तरा है!!

~ जौन एलिया

JAUN ELIYA

07 May, 02:32


याद ख़राब-ओ-ख़स्ता याद, बेसर-ओ-साज़-ओ नामुराद
जाने क़दम क़दम कहाँ मुझको चला के ले गयी!!
~ जौन एलिया

JAUN ELIYA

10 Feb, 03:06


Haal ye hai k khawahish-e-pursish-e-haal bhi nahi
apna khyal bhi nahi, us ka khayal bhi nahi

ae shajar-e-hayaat-e-shauq aesi khizaan raseedgi
poshish-e-barg-o-gul, jism pe chhaal bhi nahi

mujh me wo shakhs ho chuka jis ka koi hisaab tha
sood hai kya, ziyaan hai kya, is ka sawaal bhi nahi.
~ Jaun Eliya

khawahish-e-pursish-e-haal - wish to inquire about someone's condition.
Shajar-e-hayaat-e-shauq - the tree of the passionate life.
Khizaan raseedgi - arrival of autumn.
Poshish-e-barg-o-gul - clothing of leaves and flower’s
Chhaal - bark
ziyaan - loss

JAUN ELIYA

09 Feb, 21:53


Tu mera hausla to dekh, daad to de ke ab mujhe
shauq-e-kamaal bhi nahi, khauf-e-zavaal bhi nahi
~ Jaun Eliya
Hausla - Patience
Daad- Appreciate
Shauq-e-kamaal- Passion for excellence
Khauf-e-zavaal- Fear of downfall

JAUN ELIYA

08 Feb, 16:18


Woh faqat sehn tak hi aati thi
Main bhi hujrey se kam nikalta tha…
~ Jaun Eliya

JAUN ELIYA

04 Feb, 00:46


ये होश है कि उसकी मस्ती पे गुफ़्तुगू थी
बाद उसके होश हम को फिर रात भर न आया!!
~ जौन एलिया

JAUN ELIYA

02 Feb, 18:29


Main khud nahi’n hun koi aur hai mere andar,
Jo tumko ab bhi tarasta hai ab bhi aa jao…
~ Jaun

JAUN ELIYA

01 Feb, 10:02


बरहना हैं सर-ए-बाज़ार तो क्या
भला अंधों से पर्दा क्यों करें हम
~ जौन एलिया
बरहना - Nude, Digambar

JAUN ELIYA

28 Jan, 07:32


दिल ये अजीब बात है, तेरी नहीं सुनी गई
थे जो बला के संगदिल, उनका कहा सुना गया!
~ जौन एलिया

JAUN ELIYA

28 Jan, 05:24


न ऐतबार न वादा, बस एक रिश्ता-ए-दीद
मैं उस से रूठ गया था , अजीब हिम्मत थी!!
~ जौन एलिया

JAUN ELIYA

28 Jan, 00:33


दिल तमन्ना से डर गया जानम
सारा नशा उतर गया जानम
~ जौन एलिया

JAUN ELIYA

12 Jan, 10:25


दो जहाँ से गुज़र गया फिर भी
मैं रहा ख़ुद को उम्र भर दरपेश!!
~ जौन एलिया

JAUN ELIYA

18 Dec, 01:21


अब तो तुम शहर को आबाद ही समझो जानी
जो मिला नहीं करते वो ऐन मिला करते हैं
~ जौन एलिया

JAUN ELIYA

16 Dec, 08:55


यूँ तो सिलसिला-ए-सुख़न में जाने कौन कौन था
मीर-ओ-ग़ालिब भी थे, मगर जौन जौन था।

JAUN ELIYA

05 Dec, 16:53


बांहों से मेरी वो अभी रुख्सत नहीं हुआ
पर गुम हूँ इंतज़ार में उस के अभी से मैं!!!
~ जौन एलिया

JAUN ELIYA

18 Nov, 14:43


यूँ ही फिरता है तू जो राहों में
दिल मुहल्ले की वो गली क्या की ?
~ जौन एलिया

JAUN ELIYA

24 Oct, 04:48


Tumhaari nargis-e-beemaar hi ke aasrey par hain
Tumhaari nargis-e-beemaar ke beemaar, aa niklo…

Tumhein ma’aloom hai hum to na aane ke na jaane ke,
Tadapta hai tumhein jee dekhne ko yaar, aa niklo…
#JaunEliya