Islam Zindabad @islamzindabad777 Channel on Telegram

Islam Zindabad

@islamzindabad777


Assalamu alaikum friends

Any queries massage me @ArifkhanY


Please Share your Friends

Islam Zindabad (English)

Are you looking for a place to connect with like-minded individuals who share your love and passion for Islam? Look no further than Islam Zindabad! As the name suggests, this Telegram channel is dedicated to celebrating and promoting the beauty of Islam. From discussing Islamic teachings to sharing inspiring quotes and stories, Islam Zindabad is the perfect platform for anyone looking to deepen their faith and connect with a community of supportive individuals. With a username of @islamzindabad777, it's easy to find and join this growing community of believers. The channel's description invites users to reach out with any queries to the admin, @ArifkhanY, ensuring that members have a direct line of communication for any questions or concerns. So, whether you're seeking spiritual guidance, looking for a place to share your own insights, or simply want to connect with others who share your beliefs, Islam Zindabad is the place for you. Join today, spread the word, and let's celebrate the beauty of Islam together. Assalamu alaikum friends. Please share with your friends and help us grow this community of faith and support.

Islam Zindabad

19 Nov, 16:47


❁ *مرنے کے بعد جنت یا دوزخ کا دکھلایا جانا* ❁

روایت ہے سیدنا عبداللہ بن عمر رضی اللہ عنہما سے

*رسول اللہ ﷺ نے فرمایا*

جب کوئی شخص مرتا ہے تو (روزانہ) صبح و شام دونوں وقت اس کا ٹھکانا (جہاں وہ آخرت میں رہے گا) اسے دکھلایا جاتا ہے۔ اگر وہ جنتی ہے تو جنت میں اگر وہ دوزخی ہے تو دوزخ میں۔

*صحیح البخاری : 3240*

اللهم اني أسالك الجنه واعوذ بك من النار
آمین 🤲🏻
*_اپنے مقامی وقت کے مطابق نماز عشاء ادا کر لیجیۓ **🌸🦋

Islam Zindabad

19 Nov, 16:47


*💥سوچ سمجھ کر زندگی گزارو کیونکہ جو آج مٹی کہ او پر کرو گے کل مٹی کے نیچے اُس کا حساب بھی دینا پڑے گا۔*

Islam Zindabad

18 Nov, 07:25


*💠 Hazrat Siddeeq-E-Akbar Ka Khwaab*

🔸 _Hazrat Siddeeq-e-Akbar (رضي الله تعالى عنه) islaam laane se pehle, ek bahot bade taajir (Businessman) the._

_aap business ke silsile mein Mulk-e-Shaam mein the, ki ek raat khwaab dekha ki Chaand aur Suraj aasman se utar kar unki god mein aa gaye hain, aur unho ne apne haath se chaand aur suraj ko pakad kar apne seene se lagaya aur apni chaadar ke andar kar liya..._

_subha uthe to ek isaayi raahib ke paas gaye aur unse khwaab ki tabeer poochi.._

*Raahib :* Aap kaun hain?

*Siddeeq-e-Akbar :* main Abu Bakr hu, aur Makka ka rehne wala hu.

*Raahib :* Kaun se Qabeele se hain?

*Siddeeq-e-Akbar :* Banu Haashim se.

*Raahib :* Aur Kaam kya karte hain?

*Siddeeq-e-Akbar :* Tijaarat (Business)

*Raahib :* To phir ghaur se sun lo, Nabi-e-Aakhir-uz-zama Hazrat Mohammad ﷺ Duniya mein Tashreef laa chuke hain, Wo bhi Qabeela Bani Haashim se hain, Aur wo aakhri Nabi hain, Agar wo na hote to Khuda E Ta'ala zameen-o-aasman ko paida na farmata, Aur kisi Nabi ko bhi paida na farmata, Wo awwaleen-o- aakhereen ke sardaar hain, Aur aye Abu Bakr ! tum un ke deen mein shaamil hoge aur unke wazeer aur unke Duniya se parda farmane ke baad unke khaleefa banoge.....

ye hai tumhare khwaab ki taabeer...``

_Aur ye bhi sun lo... main ne us Nabi-e-paak ki taareef aur khabar Toraat aur injeel mein padhi hai, Aur main un par imaan laa chuka houn aur Musalman houn, Lekin isaaiyo ke khauf se apne imaan ka izhaar nahi kiya..._

_Hazrat Siddeeq-e-Akbar (رضي الله تعالى عنه) ne jab apne khwaab ki ye taabeer suni to ishq-e-Rasool ka jazba bedaar hua, aap fauran Makka Muazzama wapas aaye, Aur Huzoor ﷺ ki talaash kar ke Huzoor ki khidmat mein hazir huwe.._

_*Huzoor Rehmat E Aalam ﷺ* ne farmaya, Abu Bakr ! tum aagaye, ab jaldi karo aur Deen-e-Haq mein daakhil ho jao.._

_Siddeeq-e-Akbar ne arz kiya, bahot achcha... magar Huzoor koyi Mojiza to dikha den...

_Huzoor ﷺ ne farmaya, wo khwaab jo mulk -e- shaam mein dekh kar aaye ho, Aur us ki taabeer jo us raahib se sun kar aaye ho, Mera Hi To Mojeza Hai..._

_Siddeeq-e-Akbar ne ye sun kar arz kiya "Aap Ne Sach Farmaya *Aye Allah Ke Rasool ﷺ!* Main Gawaahi Deta Hu Ki Aap Allah Ke Sachche Rasool Hain"_

📚 *حوالہ :*
جامع المعجزات، صفحہ : 4.
سچی حکایات حصه : 1 صفحہ : 16، حکایت نمبر : 6.

Islam Zindabad

18 Nov, 06:47


*ڈگری تو ایسی ہونی چاہیے جو أپ کو باوقار°باحیا°اور باحجاب بنا دے°ایسی نہیں کہ آپ سے آپ کا حجاب ہی نہیں بلکہ دوپٹہ بھی اتروا دے🩶*
*🎀عائشہ قمر 🎀*

Islam Zindabad

17 Nov, 15:42


*🔆𝑍𝑎𝑟𝑢𝑟𝑖 𝑁𝑎𝒉𝑖 𝐾𝑒 𝐾𝑢𝑐𝒉 𝐺𝑎𝑙𝑎𝑡*

*𝐾𝑎𝑟𝑛𝑒 𝑆𝑒 𝐷𝑢𝑘𝒉 𝑀𝑖𝑙𝑒 𝐺𝒉𝑎𝑙𝑖𝑏 𝐻𝑎𝑑*

*𝑆𝑒 𝑍𝑦𝑎𝑑𝑎 𝐴𝑐𝒉𝑐𝒉𝑎 𝐻𝑜𝑛𝑒 𝐾𝑒 𝐵𝒉𝑖*

*𝑄𝑖𝑚𝑎𝑡 𝐶𝒉𝑢𝑘𝑎𝑛𝑖 𝑃𝑎𝑑𝑡𝑖 𝐻𝑎𝑖...!🥀💜*

Islam Zindabad

17 Nov, 15:42


Kafiron ko woh Musalman qubool hain jo sirf Islam rakhte hain magar quwat na rakhte ho. Aur un Musalmanon se bhi koi masla nahin jo quwat rakhte hain magar Islam na ho. Dushmani sirf unhi se hai jo Islami quwat rakhte ho aur Islami quwat ke khwahishmand ho.

Islam Zindabad

15 Nov, 16:35


جہاں یاد کرنے کی صلاحيت ہے وہاں بھُول جانے کی صفت ہے۔ آپ سب سے پہلے اللہ کا شکر ادا کرو کہ اس نے یادداشت عطا کی، پھر آپ شکر ادا کریں کہ بھُول جانے کی صفت دی ہے ورنہ ایک غم ہمیشہ کے لیے غم بن جاتا ہے ۔

Islam Zindabad

15 Nov, 05:34


𝙅𝙪𝙢𝙢𝙖 𝙠𝙞 𝙎𝙪𝙣𝙣𝙖𝙩𝙚𝙞𝙣 ♥️🕯️

▪️ 𝙎𝙪𝙧𝙖𝙝 𝘼𝙡-𝙆𝙖𝙝𝙛 𝙠𝙞 𝙩𝙞𝙡𝙖𝙬𝙖𝙩
▪️ 𝙂𝙝𝙪𝙨𝙡 𝙠𝙖𝙧𝙣𝙖 🛁
▪️ 𝙆𝙝𝙪𝙨𝙝𝙗𝙤𝙤 𝙠𝙖 𝙞𝙨𝙩𝙚𝙢𝙖𝙡 🌸
▪️ 𝙎𝙖𝙖𝙛 𝙠𝙖𝙥𝙧𝙤𝙣 𝙠𝙖 𝙚𝙝𝙩𝙞𝙢𝙖𝙢 👕
▪️ 𝙆𝙖𝙨𝙧𝙖𝙩 𝙨𝙚 𝙙𝙪𝙧𝙤𝙤𝙙 𝙥𝙖𝙧𝙝𝙣𝙖 ﷺ
▪️ 𝙈𝙞𝙨𝙬𝙖𝙠 𝙠𝙖𝙧𝙣𝙖 🪥
▪️ 𝙆𝙝𝙖𝙢𝙤𝙨𝙝𝙞 𝙨𝙚 𝙠𝙝𝙪𝙩𝙗𝙖 𝙨𝙪𝙣'𝙣𝙖..
▪️ 𝘿𝙪𝙖 𝙠𝙖 𝙠𝙝𝙖𝙨 𝙚𝙝'𝙩𝙞𝙢𝙖𝙢
▪️ 𝙎𝙖𝙙𝙖𝙦𝙖 𝙠𝙖𝙧𝙣𝙖 🤲

🌙 𝙅𝙪𝙢𝙢𝙖 𝙈𝙪𝙗𝙖𝙧𝙖𝙠!
🫀, ,  📩  , , 📤
*react save share*

Islam Zindabad

15 Nov, 01:42


اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ

*اپنی صبح کی ابتدا درود شریف پڑھ کر کیجئے*🌸

*❁بِسْــــــــــــــــــمِ اﷲِالرَّحْمَنِ اارَّحِيم❁۔*

*❁اللَّهُمَّ صَــّلِ عَلَىٰ مُحَمَّدٍ وَعَلَىٰ آلِ مُحَمَّدٍ ❁ كَمَا صَلَّيْتَ عَلَىٰ إِبْرَاهِيْمَ وَعَلَىٰ آلِ إِبْرَاهِيْمَ ❁ إنَّكَ حَمِيْدٌ مَجِيْدٌ ❁*

*❁ اللَّهُمَّ بَارِكْ عَلَىٰ مُحَمَّدٍ وَعَلَىٰ آلِ مُحَمَّدٍ ❁ كَمَا بَارَكْتَ عَلَىٰ إِبْرَاهِيْمَ وَعَلَىٰ آلِ إِبْرَاهِيْمَ ❁ إنَّكَ حَمِيْدٌ مَجِيْدٌ ❁*

*صبح بخیر زندگی*💖

Islam Zindabad

14 Nov, 08:53


💎••• کوئی بھی پتھر نفع نقصان کا مالک نہیں ہوسکتا.

سیدنا عمر رضی اللہ تعالی عنہ حجر اسود کے پاس آئےاور اسے بوسہ دیا اور فرمایا:

میں خوب جانتا ہوں کہ تو صرف ایک پتھر ہے نہ کسی کو نقصان پہنچا سکتا ہے نہ نفع اگر رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کو تجھے بوسہ دیتے ہوئے میں نہ دیکھتا تو میں بھی کبھی بھی تجھے بوسہ نہ دیتا.

📚 (صحیح بخاری:1597)

#اپنا_عقیدہ_صحیح_کریں

Islam Zindabad

14 Nov, 05:22


پیسہ کہتا ہے
مجھے حاصل کرو سب بھلا دو

وقت کہتا ہے
میرے پیچھے چلو باقی سب کو چھوڑ دو

مستقبل کہتا ہے
میرے لیے کوشش کرو باقی سب بھلا دو

اللہ تعالٰی صرف اتنا کہتے ہے
مجھے یاد کرو سب کچھ تیرے قدموں میں ڈال دوں گا