शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

@shastrawadinaam


🌸Disclaimer:🌸
https://drive.google.com/file/d/1h-nFf8NnOvfGbRHLqzRa32Gwd9WVLuZp/view?usp=drivesdk

This invariably applies to all the social media handles and official website of ours; whatsoever be it may.

🌸 Narayan 🌸

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

21 Jan, 00:25


Yaha par baat mahayantron ke support me nahi hai
Jo west sochta hai east specially South East Asia ke baare me unka misconception aur reality me antar ki hai

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

21 Jan, 00:19


For better results during pachan.

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

21 Jan, 00:19


Specially posted for Valmiki Jayanti.
Disclaimer: This forwarded message is purely for general knowledge and we do not own any references to it and is purely based on shastriya references as quoted by the respective writer.

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

21 Jan, 00:19


ब्रह्मर्षि वाल्मीकिजी जन्मना ब्राह्मण थे,
पण्डित श्रीगङ्गाधरपाठकजी मैथिल

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

21 Jan, 00:15


Ise padhne wala aage ekadashi tithi nirnay me bhramit(confuse) nahi hoga

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

21 Jan, 00:15


Simple bhasha me ye ki
Smartton ko bas itna janana hai ki jab ekadashi shuddha ho(suryoday se hi prarambh hoti hui ho toh dwadashi dekhi jayegi
Usme bas 2 chizen ab aapne dekhni hain
Dwadashi ka kal kya hai
Yadi dwadashi kshay(60 ghadi- sanskrit me hours minutes nahi hote na hone chahiye toh ghadi ek mapdand hai approximately kahen toh 24 minutes ka time period aur muhurt 48 min ka)

Ab aapne bas ye dekhna hai ki dwadashi kitni hai
Yadi adhik hui matlab agle din paryapt hai toh aur dusri baat ki ekadashi bhi adhik honi chahiye
Toh bas smarttton ka vrat dwadashi me hoga anyatha nahi

Aur agar ekadashi samanya ya kam hai aur dwadashi adhik toh bhi Madhav ke mat se ekadashi me hi upvas karna hai dwadashi me nahi

Isliye itna samjhe ki bas ek exceptional circumstance hoga jisme ekadashi aur dwadashi dono adhik hongi toh dwadashi me upvas hoga anyatha nahi

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

21 Jan, 00:15


Kayi saare tathyon ko padhne ke baad ek summary rup me saarbhut baat yah nikalti hai ki
Ekadashi aur dwadashi me bhed me jo bohot adhik vichalit hote hain ve ise shravan karen

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

21 Jan, 00:15


Ekadashi paran nirnay
Aaj ke vrat ka(vaishnavi ekadashi ka smartton ka paran toh aaj madhyan me ho hi chuka hai)

Vaishnavon ke liye upryukt nirnay batlaya gaya hai
Baki ve toh deekshit hain hi aage apne kulachar se yathayogya kar sakte hain

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

21 Jan, 00:15


शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam pinned «Sadharan wala koi system nahi bhrata Simple samjhiye Ek hai smartt( jo aam grihast ho, shaiv shakt ityadi ho jinhone vaishnav sampraday me deeksha nahi li hai) Vaishnav ekadashi( jo vaishnav sampraday me deekshit hai) Jab ekadashi purn ityadi hoti hai…»

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

21 Jan, 00:15


Sadharan wala koi system nahi bhrata
Simple samjhiye

Ek hai smartt( jo aam grihast ho, shaiv shakt ityadi ho jinhone vaishnav sampraday me deeksha nahi li hai)

Vaishnav ekadashi( jo vaishnav sampraday me deekshit hai)

Jab ekadashi purn ityadi hoti hai tab dono ek hi din rakhte hai
Jab ekadashi vidha ho ya kshay ho ityadi stithi me( purva-pahale wali dashmi yukta smartt rakhenge aur agle din para-dusri dwadashi yukta vaishnavi rakhte hai)

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

21 Jan, 00:14


Paran ka samay madhyan ke baad ka hi hai aaj
Abhi 1:45-2:00 ke baad paran karen(smartt)

Aur aaj vaishnavon ki ekadashi hai
Kal trayodashi suryoday aarambh hojayegi atah visesh paran nirnay preshit kiya jayega

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

21 Jan, 00:12


Aur ekadashi vrat kal ka rahega
Vaishnavi diksha se sampann vaishnav, sanyasi, vidhva ityadi parso rakhenge

Dashmi aaj ki hone se ye nirnay rahega baaki jaisa aapke kshetra me karen vaise Aachar aap karen(kyonki kayi kshetron me dashara kal rahega toh vrat parso hi hoga apne aap)

Baki samanya janon ke liye smartt aur vaishnav bhed se kal aur parso kramash(respectively) rahegi

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

21 Jan, 00:12


तो कैसा गया सभी सुरहृदों का नवरात्रि पूजन...
So how was your navratri pujan...

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

21 Jan, 00:12


Ant me Seema ullanghan aur shatru Vijay ki vidhi par kal lekh aa chuka hai usse gyat karen.

Shri chandikayai namostute

शास्त्रवादिनाम् Shastrawadinaam

21 Jan, 00:12


Smaran rahe ye sab rajasi upchar hain
Kshatirya jo ye puja kar rahe hai ve mantra shudh rakhe anyatha brahman se path karva dhup deep dikhayen


Aur jiske paas jitni vastuyen hai vo un un ka Pujan karen

2,338

subscribers

746

photos

173

videos